logo

Download Woh Meri Jasoda Maiya song lyrics

Beta hoto aisa 1994

Free Woh Meri Jasoda Maiya mp3 song

We presents for now Woh Meri Jasoda Maiya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Woh Meri Jasoda Maiya
Artist : Mohammad Aziz
Woh Meri Jasoda Maiya Song Lyrics

Song Lyrics Title = Woh Meri Jasoda Maiya
Song Lyrics Movie  =  Beta ho to aisa (1994)
Singer  =  Mohammed Aziz        
Music By  =  Ravindra Jain    
Lyricist  =  Ravindra Jain    

mp3 songs

wo meri jasoda maiya
uska mai govinda
wo meri jasoda maiya
uska mai govinda
ma hai jab tak jag me tab tak
ma hai jab tak jag me tab tak
mamta ki misal hai zinda
wo meri jasoda maiya
uska mai govinda

ek mehbuba ne dilbar se
uski ma ka dil mangvaya
wo ishq me andha doda doda
apni ma ke pas aaya
vahshi ne ma par war kiya
khanjar sine ke par kiya
zakhmi dil lekar bhag chala
thokar khayi dharti pe gira
tab ma ke dil se aayi sada

tujhe chot kahi aayi to nahi
tujhe chot kahi aayi to nahi
dhire chalna govinda
wo meri jasoda maiya
uska mai govinda

ek sachi ma ek jhuti ma
ek bache ka jhagda lekar
insaf mangne ki khatir
ja pahunchi hakim ke dar par

ek boli mera bacha hai
ek boli mera bacha hai
hakim sunkar hairan hua
aakhir ye kiska bacha hai

hakim ne bat pe gor kiya
aur jalado ko hukam diya
gardan ko tan se nyara kar do
bache ka bantwara kar do
tab sachi ma boli thaharo
aisa na karo aisa na karo

maine apna hak chhod diya
maine apna hak chhod diya
par lal rahe mera zinda
wo meri jasoda maiya
uska mai govinda
wo meri jasoda maiya
uska mai govinda
ma hai jab tak jag me tab tak
ma hai jab tak jag me tab tak
mamta ki misal hai zinda
wo meri jasoda maiya
uska mai govinda

Posted By Priyanka Shukla

Woh Meri Jasoda Maiya Video Song



Recent Tags : Download Woh Meri Jasoda Maiya song, Woh Meri Jasoda Maiya download mp3 songs | Woh Meri Jasoda Maiya lyrics | Woh Meri Jasoda Maiya mp3 Download | Woh Meri Jasoda Maiya free download | Woh Meri Jasoda Maiya free mp3 song download | Woh Meri Jasoda Maiya Online mp3 song | Woh Meri Jasoda Maiya download mp3 song | Woh Meri Jasoda Maiya free songs | Woh Meri Jasoda Maiya Download bollywood movie song