logo

Download Aisa Kyun Hota Hai song lyrics

Dharam Aur Qanoon 1984

Free Aisa Kyun Hota Hai mp3 song

We presents for now Aisa Kyun Hota Hai mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Aisa Kyun Hota Hai
Artist : Bhupinder Singh
Aisa Kyun Hota Hai Song Lyrics

Song Lyrics Title = Aisa Kyun Hota Hai
Song Lyrics Movie = Dharam Aur Qanoon (1984)
Singers = Bhupinder Singh
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Joshiy
Music Label = Saregama
Starring = Rajesh Khanna, Dharmendra, Asha Parekh, Vinod Mehra etc.
Release on = 10th August, 1984

mp3 songs

Vidhi ke vidhan se dharm bana
Insaano ne kanoon racha
Inke hote bhi dharti par
Anyay se aankhir kaun bacha
Yeh jeevan hai kurukshetra yaha
Anyay yeh jab jab hota hai
Tab dharm kahan kho jata hai
Kanoon kahan tab sota hai

Aisa kyon hota hai aakhir
Aisa kyon hota hai
Yeh baat koi to batalaye
Yeh raaz koi to samajhaye
Aisa kyon hota hai aakhir
Aisa kyon hota hai

Aparadh yaha koi aur kare
Kisi aur ke sar ilzaam lage
Yeh aag lagaye aur koi
Iss aag mein koi aur jale
Sach ka na sabut mile koi
Sach ka na sabut mile koi
Insaaf pe koi bas na chale
Bas na chale
Aisa kyon hota hai aakhir
Aisa kyon hota hai

Sapno ka marmari taaj mahal
Sapno ka marmari taaj mahal
Ek thokar mein geer jata hai
Do aankhon se aansu ban kar
Jeevan ka pyar beh jata hai
Kaise koi dil patthar ban kar
Kaise koi dil patthar ban kar
Yeh zulmo sitam seh jata hai
Seh jata hai
Aisa kyon hota hai aakhir
Aisa kyon hota hai

Do pyar bhari ruho mein kaun
Nafarat ka zaher bhar jata hai
Pal bhar na bichad ne walo ko
Pal bhar mein juda kar jata hai
Wo pyar kaha kho jata hai
Wo pyar kaha kho jata hai
Vishvash kaha mar jata hai
Mar jata hai
Aisa kyon hota hai aakhir
Aisa kyon hota hai
Yeh baat koi to batalaye
Yeh raaz koi to samajhaye
Aisa kyon hota hai aakhir
Aisa kyon hota hai.


Posted by : Priyanka Shukla

Aisa Kyun Hota Hai Video Song



Recent Tags : Download Aisa Kyun Hota Hai song, Aisa Kyun Hota Hai download mp3 songs | Aisa Kyun Hota Hai lyrics | Aisa Kyun Hota Hai mp3 Download | Aisa Kyun Hota Hai free download | Aisa Kyun Hota Hai free mp3 song download | Aisa Kyun Hota Hai Online mp3 song | Aisa Kyun Hota Hai download mp3 song | Aisa Kyun Hota Hai free songs | Aisa Kyun Hota Hai Download bollywood movie song