logo

Download Nadiya song lyrics

Daal Mein Kuch Kaala 2012

Free Nadiya mp3 song

We presents for now Nadiya mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Nadiya
Artist : Arun Daga
Nadiya Song Lyrics

Song Lyrics Title = Nadiya
Song Lyrics Movie = Daal Mein Kuch Kaala Hai (2012)
Singers = Arun Daga
Song Lyricists = Vijay Akela
Music Composer = Aabfm
Director = Anand Balraj
Music Label = T-Series
Starring = Jackie Shroff, Veena Malik, Vijay Raaz, Anand Balraj, Kishore Bhanushali, Raja Chaudhary, Ali Hasan, Irfan Malik, Shakti Kapoor
Release on = 29th June, 2012

mp3 songs

Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re
Hey nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re

Insan to anjaan hai,
Kya hoga agale pal yahan
Insan to anjaan hai,
Kya hoga agale pal yahan
Kislo khabar, kisko fikar,
Hum honge agale pal kahan
Jeevan ko jisse jo hai kahna,
Jeevan wo kahta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeevan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyo se bahata jaye re

So rang hai so roop hai,
Ek pal ke mosam mein yahan
Ho so rang hai so roop hai,
Ek pal ke mosam mein yahan
Ye jindagi to hai khushi bachke jaoge tum kahan
Jeevan to bas uska hai jeevan,
Gham mein jo hasta jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Ek pal mein dard jage hai,
Ek pal mein chain mile hai
Jeewan ka yahi tamasha re
Nadiya ke pani jaisa jeevan,
Sadiyon se bahata jaye re
Dekho to lage hai ye darpan,
Mann kaisa dhokha khaye re.


Posted by Priyanka Shukla

Nadiya Video Song



Recent Tags : Download Nadiya song, Nadiya download mp3 songs | Nadiya lyrics | Nadiya mp3 Download | Nadiya free download | Nadiya free mp3 song download | Nadiya Online mp3 song | Nadiya download mp3 song | Nadiya free songs | Nadiya Download bollywood movie song