logo

Download Ek purana mausam lauta song lyrics

Marasim 1999

Free Ek purana mausam lauta mp3 song

We presents for now Ek purana mausam lauta mp3 song More details about this is provided below in form of lyrics. If in case the you ar enot able to play the song then you can also able to play the video song.


Songs Download Play & Listen
Ek purana mausam lauta
Artist : JAGJIT SINGH
Ek purana mausam lauta Song Lyrics

Song Lyrics Title : Ek purana mausam lauta
Song Lyrics Movie :Album/ Marasim 1999
Singer : Jagjit Singh

mp3 songs

Subah subah ek thap ki dastak par darwaza khola
dekha sarhad ke us paar se kuch mehmaan aaye hain
aankhon se manoos the sare, chehre sare sune sunaye
paanv dhoye, haath dhulaaye, aangan mein aasan lagwaye
aur tandoor mein makki ke kuchh mote mote rot pakaye
potli mein mehman mere pichle salon ke faslon ka gud laye the
aankh khuli to dekha ghar mein koi nahi tha
haath lagakar dekha to tandoor abhi tak bujha nahi tha
aur hothon par meethe gud ka zayka abhi tak chipak raha tha
khwab tha shayad, khwab hi hoga
sarhad par kal raat suna hai chali thi goli, sarhad par kal raat suna hai kuch khwabon ka khoon hua hai

Ek puraana mousam louta (2)
Yaad bhari purvayi bhi

Ek puraana mausam lauta, Yaad bhari purvayi bhi

Aisa to kam hi hota hai, woh bhi ho tanhayi bhi
Ek puraana mausam lauta, Yaad bhari purvayi bhi

Yaadon ki bochharon se jab palkein bheegne lagti hai (2)
Kithni soundhi lagti hai tab (2),
Maazi ki rushvayi bhi

Ek puraana mausam lauta, Yaad bhari purvayi bhi

Do do shaklein dikhti hai is behke se aaeene mein (2)
Mere saath chala aaya hai(2)
Aapka ek soudayi bhi
Aisa tho kam hi hotha hay wo bhi ho thanhayi

dhi

Khamoshi ka hasil bhi ik lambi si khamoshi

hay (2)
Unki bath suni bhi hum ne(2) apni bath

sunayi bhi
Aisa tho kam hi hotha hay wo bhi ho

thanhayi dhi (ek)

Posted by: {Anju}

Ek purana mausam lauta Video Song



Recent Tags : Download Ek purana mausam lauta song, Ek purana mausam lauta download mp3 songs | Ek purana mausam lauta lyrics | Ek purana mausam lauta mp3 Download | Ek purana mausam lauta free download | Ek purana mausam lauta free mp3 song download | Ek purana mausam lauta Online mp3 song | Ek purana mausam lauta download mp3 song | Ek purana mausam lauta free songs | Ek purana mausam lauta Download bollywood movie song