aahatein nai hai MP3 Song
About aahatein nai hai MP3 Song
Looking for aahatein nai hai? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aahatein nai haiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aahatein Nai Hai Category / Artist: New Song | ↧ Save As |
Aahatein Nai Hai Song Lyrics
Song lyrics movie : Ek Main Aur Ekk Tu
singer : Karthik & Shilpa Rao
mp3 songs lyrics
Chhoti-chhoti baatein yunhi aate-jaate
Yaadein sehlaake jaati hai
Raaton ko sirhaane baasi muskaane
Mujhko sula ke jaati hai
Milna nahin hai mumkin itna bataaun lekin
Hum phir mile kyun hain
Tujhko bula naa paaun
Tujhko bhula naa paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai, par kuchh kami hai
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai, par kuchh kami hai
Teri Aahatein nahin hai.. nahin hai
Maine nahin jaana, tune nahin jaana
Jaane anjaane jo huaa
Kuchh tto hua jo mujh ko hua naa
Tujhko magar kyun hua
Ghalti nahin hai teri
Ghalti nahin hai meri
Phir bhi gile kyun hain
Tujhko bhulaana paaun, tujhko bhulaana paaun
Yeh silsile kyun hain
Sab kuch wahi hai [wahi hai]
Par kuch kami hai [kami hai]
Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai, par kuch kami hai
Teri aahatein nahin hai, nahin hai hai
Teri aahatein nahin hai aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai
Ohh..
Teri aahatein nahin hai, aahatein nahin hai
Teri aahatein nahin hai
Aahatein Nai Hai Video Song
Browse this topic: aahatein nai hai MP3 songs, aahatein nai hai lyrics, related albums and music archive results.


