logo

aahatein remix MP3 Song

aahatein remix MP3 song cover

About aahatein remix MP3 Song

Looking for aahatein remix? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aahatein remixCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aahatein Remix Category / Artist: Remix ↧ Save As

Aahatein Remix Song Lyrics

Song Title = Aahatein Remix
Movie/album = Ek Main Aur Ekk Tu 2012
Category / Artist = Remix
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics title : Aahatein (Remix)
Song lyrics movie : Ek Main Aur Ekk Tu
singer : Shekhar Ravjiani & Shilpa Rao

mp3 songs lyrics

Choti choti baatein
Yun hi aate jaate
Yaadein sehlaake
Jaati hai

Raaton ko sihraane
Baasi muskaane
Mujhko sulaake
Jaati hai

Milna nahi hai mumkin
Itna batao lekin
Hun phir mile kyun hai
Tujhko bhulaana paaon
Tujhko bhulaana paaon
Yeh silsilein kyun hai

Sab kuch wahi hai
Par kuch kami hai
Teri aahatein nahi hai

Sab kuch wahi hai
Par kuch kami hai
Teri aahatein nahi hai
Nahi hai..

Maine nahi jaana
Tune nahi jaana
Jaane anjaane jo hua
Kuch toh hua jo
Mujhko hua na
Tujhko magar kyun hua
Galti nahi hai teri
Galti nahi hai meri
Phir bhi gilein kyun hai
Tujhko bhulaana paaon
Tujhko bhulaana paaon
Yeh silsilein kyun hai

Sab kuch wahi hai
Wahi hai..
Par kuch kami hai
Kami hai..
Teri aahatein nahi hai

Sab kuch wahi hai
Par kuch kami hai
Teri aahatein nahi hai
Nahi hai..
Nahi hai..

Teri aahatein nahi hai
Aahatein nahi hai
Teri aahatein nahi hai
Ho..
Teri aahatein nahi hai
Aahatein nahi hai
Teri aahatein nahi hai
Kyun..kyun..nahi hai..

Aahatein Remix Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aahatein remix MP3 songs, aahatein remix lyrics, related albums and music archive results.