logo

aaiyo yoo aaiyo MP3 Song

aaiyo yoo aaiyo MP3 song cover

About aaiyo yoo aaiyo MP3 Song

This archive page brings together results connected with aaiyo yoo aaiyo, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aaiyo yoo aaiyoCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aaiyo Yoo Aaiyo Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Aaiyo Yoo Aaiyo Song Lyrics

Song Title = Aaiyo Yoo Aaiyo
Movie/album = Guru 1989
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Aaiyo Yoo Aaiyo
Song Lyrics Movie = Guru (1989)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Umesh Mehra
Music Label = T-Series
Starring = Mithun Chakraborty, Sridevi, Shakti Kapoor
Release on = 1st January, 1989

mp3 songs

Kya kya sapane dekhe the, ik din hogi meri shaadi
Shaadi ho gayi tab yeh jaana, shaadi hai barbaadi

Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek chulbuli phuljhadi, bhudhe ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay haay haay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek phuljhadi chulbuli, bhudhe ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay
Ai ya yo ai yai yai yo......

Laaya mujhe shaadi ka joda sajaake, rakh diya pinjare ki maina banaake
Mukhada nihaare woh dil mein na jhaanke
Dil kahe dub mari main kahin jaake
Kya yahin hoti hai shaadi ki khushi haay haay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek chulbuli phuljhadi, bhudhe ke ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......

Mila kya mujhe hoke mehalo ki raani, kori ki kori rahi meri jawaani
Sone chaandi se mere tann ko sajaayepyaar jiya ki nahi sajana bujhaaye
Raaton mein bistar pe tadapu akeli
Ai ya yo ai yai yai yo......
Ek chulbuli phuljhadi, bhudhe ke ke palle padi
Haay kaise lallu se shaadi ho gayi aay haay haay
Ai ya yo ai yai yai yo......

Posted by : {Anamika Tyagi}

Aaiyo Yoo Aaiyo Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aaiyo yoo aaiyo MP3 songs, aaiyo yoo aaiyo lyrics, related albums and music archive results.