logo

aaj wohi geeton ki rani MP3 Song

aaj wohi geeton ki rani MP3 song cover

About aaj wohi geeton ki rani MP3 Song

This archive page brings together results connected with aaj wohi geeton ki rani, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aaj wohi geeton ki raniCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aaj wohi geeton ki rani Category / Artist: Pankaj Udas ↧ Save As

Aaj wohi geeton ki rani Song Lyrics

Song Title = Aaj wohi geeton ki rani
Movie/album = Jashn Vol two
Category / Artist = Pankaj Udas
Mp3 Song Lyrics
Song Title = Aaj Wohi Geeton
Movie/album = Na-Yaab (1985)
Singers = Pankaj Udhas
Song Lyricists = Mumtaz Rashid
Music Director = Pankaj Udhas

Mp3 Song Lyrics

((Mujhse badhkar jo jaanta hain mujhe
Hain kareeb aur ajnabee hain woh
Jo mere sher padh nahi sakta
Kyaa kahoon meri shayati hain woh...

Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal...

Ek ek lamha badhati jaaye
Phir bhi dil bechain nahi
Ek ek lamha badhati jaaye
Phir bhi dil bechain nahi
Ek ek lamha badhati jaaye
Phir bhi dil bechain nahi
Phir bhi dil bechain nahi
Gham ki raat hain yaa faila hain
Teri aankhon ka kaazal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal...

Manzil ke badle paaunga
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Manzil ke badle paaunga
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Manzil ke badle paaunga
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Kuchh yaade aur kuchh aansu
Mujhko ye maalum hain lekin
Saath mere kuchh door to chal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal...

Rashid sab logo ne unko
Ghazle nazamein geet kahan
Rashid sab logo ne unko
Ghazle nazamein geet kahan
Rashid sab logo ne unko
Ghazle nazamein geet kahan
Ghazle nazamein geet kahan
Dil ke kaagaz par jo barsa
Uski yaado ka baadal
Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal...

Chalte chalte raah mein jiska
Saath huaa thaa pal do pal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal
Aaj wohi geeton ji rani
Aaj wohi hain jaane ghazal...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Aaj wohi geeton ki rani Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aaj wohi geeton ki rani MP3 songs, aaj wohi geeton ki rani lyrics, related albums and music archive results.