aaj ye meri zindagi dekho MP3 Song
About aaj ye meri zindagi dekho MP3 Song
aaj ye meri zindagi dekho is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aaj ye meri zindagi dekhoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aaj Ye Meri Zindagi Dekho Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Aaj Ye Meri Zindagi Dekho Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Yeh Rastey Hain Pyar Ke 1963
mp3 songs
Aaj ye meri zindagi
dekho khushi mein jhoomti
jaane chali kahaan
aaaan
jaane chali kahaan
aaj ye meri zindagi
dekho khushi mein jhoomti
jaane chali kahaan,
jaane chali kahaan
tanhaa nahin chali hoon main
dil bhi hai mera humsafar
guzri to hoon idhar se main
phir bhi nayee hai rehguzar
tanhaa nahin chali hoon main
dil bhi hai mera humsafar
guzri to hoon idhar se main
phir bhi nayee hai rehguzar
zarron mein bhi hai roshni
leke tu mujhko aa gayee
ai zindagi kahaan,
ai zindagi kahaan
aaj ye meri zindagi
dekho khushi mein jhoomti
jaane chali kahaan,
jaane chali kahaan
mujhko bulaa raha hai kyun
dekho woh koi door se
badhne lage mere kadam
jiski taraf guroor se
mujhko bulaa raha hai kyun
dekho woh koi door se
badhne lage mere kadam
jiski taraf guroor se
dil mein bhi hai suroor sa
aankhon mein bhi hai noor sa
shamma jali kahaan,
shamma jali kahaan
aaj ye meri zindagi
dekho khushi mein jhoomti
jaane chali kahaan,
jaane chali kahaan
raahon mein meri phool hain
taare meri nigaah mein
ab na mujhe pukaarna
doob chali hoon chaah mein
raahon mein meri phool hain
taare meri nigaah mein
ab na mujhe pukaarna
doob chali hoon chaah mein
apnaa nahin hai kuchh pataa
ai meri bekhudi bataa
tu le chali kahaan,
tu le chali kahaan
aaj ye meri zindagi
dekho khushi mein jhoomti
jaane chali kahaan,
jaane chali kahaan
Aaj Ye Meri Zindagi Dekho Video Song
Related Albums
Browse this topic: aaj ye meri zindagi dekho MP3 songs, aaj ye meri zindagi dekho lyrics, related albums and music archive results.

