aankh hai bhari female MP3 Song
About aankh hai bhari female MP3 Song
This archive page brings together results connected with aankh hai bhari female, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aankh hai bhari femaleCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aankh Hai Bhari FEMALE Category / Artist: Alka Yagnik | ↧ Save As |
Aankh Hai Bhari FEMALE Song Lyrics
Song lyrics Movie/Album Name: TUM SE ACHCHA KAUN HAIN
Singer(s) : ALKA YAGNIK
Lyrics (Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho) - 2
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Mere haalaat aise hai
Ke main kuch kar nahin sakti) - 2
Tadapta hai yeh dil lekin
Main aahein bhar nahin sakti
Zakhm hai hara hara aur tum
Chot khaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Zamaane mein bhala kaise
Mohabbat log karte hain) - 2
Vafa ke naam ki ab to
Shikaayat log karte hain
Aag hai bujhi bujhi aur tum
Lau jalaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
(Kabhi jo khwaab dekha to
Mili parchhaaiyaan mujhko) - 2
Mujhe mehfil ki khwaahish thi
Mili tanhaaiyaan mujhko
Har taraf dhuaan dhuaan aur tum
Aashiyaane ki baat karte ho
Zindagi khafa khafa aur tum
Dil lagaane ki baat karte ho
Aankh hai bhari bhari aur tum
Muskuraane ki baat karte ho
Mm hm hm hm hm hm hm hm hm hm - 2
Aankh Hai Bhari FEMALE Video Song
Related Albums
Browse this topic: aankh hai bhari female MP3 songs, aankh hai bhari female lyrics, related albums and music archive results.


