aankhon se khwab rooth MP3 Song
About aankhon se khwab rooth MP3 Song
This archive page brings together results connected with aankhon se khwab rooth, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aankhon se khwab roothCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aankhon Se Khwab Rooth Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Aankhon Se Khwab Rooth Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Haiye Re (2009)
Singer = N/A
Mp3 Song Lyrics
((Aankohn se khwaab rooth kar
Aankohn se khwaab rooth kar, palkon se ashq toot
kar
Aankohn se khwaab rooth kar, palkon se ashq toot
kar
Jaane kahaan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar
gaye
Saahil se maujein phoot kar, armaan dil se choot
kar
Jaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gaye
Bikhar gaye...
Raastey wohi galiyaan wohi, raastey wohi galiyaan
wohi
Lekin woh baat, ab bhi hai kahaan
Jismein kabhi thi zindagi, jismein kabhi thi
zindagi
Suna pada hai abhi woh makaan, suna pada abhi woh
makaan
Kuch lamhe jaane goonj kar, khushiyan tamaam loot
kar
Kuch lamhe jaane goonj kar, khushiyan tamaam loot
kar
Jaane kahaan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar
gaye
Bikhar gaye...
Yaadon se rookhi, thak ke main,
Lauti to yeh, pata chala
Yaadon se rookhi, thak ke main,
Lauti to yeh, pata chala
Pairon mein the chaale pade, mushkil tha kitna
faasla
Zazbaat mere oobkar, ghum ke bhanwar mein doob kar
Zazbaat mere oobkar, ghum ke bhanwar mein doob kar
Jaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gaye
Bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar
gaye...
Aankohn se khwaab rooth kar (aankohn se khwaab
rooth kar)
Palkon se ashq toot kar (palkon se ashq toot kar)
Aankohn se khwaab rooth kar, (aankohn se khwaab
rooth kar)
Palkon se ashq toot kar (palkon se ashq toot kar)
Jaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar
gaye...
Saahil se maujein phoot kar, armaan dil se choot
kar
Jaane kahan, jaane kahaan, jaane kahaan bikhar gaye
Bikhar gaye, bikhar gaye, bikhar gaye..
Jaane kahaan..
Jaane kahaan...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
Aankhon Se Khwab Rooth Video Song
Related Albums
Browse this topic: aankhon se khwab rooth MP3 songs, aankhon se khwab rooth lyrics, related albums and music archive results.


