logo

aao aa jao aa MP3 Song

aao aa jao aa MP3 song cover

About aao aa jao aa MP3 Song

Looking for aao aa jao aa? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aao aa jao aaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aao Aa Jao Aa Category / Artist: SUNIDHI CHAUHAAN ↧ Save As

Aao Aa Jao Aa Song Lyrics

Song Title = Aao Aa Jao Aa
Movie/album = Waisa Bhi Hota Hai Part II
Category / Artist = SUNIDHI CHAUHAAN
Mp3 Song Lyrics
Song Title = Aao Aa Jao Aa Bhi Jao
Movie/album = Waisa Bhi Hota Hai (2003)
Singers  = Sunidhi Chauhan
Lyricist = Virag Mishra, Abhinay Dhar
Music Director = Saibal Basu, Abhinay Dhar

Mp3 Song Lyrics

((Aao aa jao aa bhi jao na
Aao aa jao
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Mujhko pyar sikhao sanam
Ye jism to har jism sa bas jism hain
Ye jism to har jism sa bas jism hain
Dil ko chhu kar dikhao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam

Pyar ki yahi to ek saza hain
Gham na ho to isme kya maza hain
Dard pyar ka hain naam dujaa
Faaslo mein kyu chhupi karibi
Nafrato mein kyu hain aashiqie bhi
Kisi ne aaj tak nahi hain puchha
Lete hain naam chaahat ka yaha pe sabhi
Hain chiz ye kya tum jante ho to
Mujhko bhi thoda sikhaao sanam
Sikhaao sanam
Ye jism to har jism sa bas jism hain
Ye jism to har jism sa bas jism hain
Dil ko chhu kar dikhao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao, aao aa jao

Roz kiska pyar bik raha hain
Roz kiski jaan bik rahi hain
Ye bazaar hain jahaan sara
Muskuraahate hui hain mehangi
Aansuo ka daam hi nahi hain
Muft mil raha hain ishq yaara
Ek dil ka mol kya hoga yaha pe kaha
Iss dil ka mol dil de sako to
Kharido mujhe le jao sanam
Le jao sanam
Ye jism to har jism sa bas jism hain
Ye jism to har jism sa bas jism hain
Dil ko chhu kar dikhaao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam
Aao aa jao aa bhi jao sanam..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Aao Aa Jao Aa Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aao aa jao aa MP3 songs, aao aa jao aa lyrics, related albums and music archive results.