logo

aao milke gayein aisa MP3 Song

aao milke gayein aisa MP3 song cover

About aao milke gayein aisa MP3 Song

This archive page brings together results connected with aao milke gayein aisa, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aao milke gayein aisaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aao Milke Gayein Aisa Category / Artist: Amitabh Bachchan ↧ Save As

Aao Milke Gayein Aisa Song Lyrics

Song Title = Aao Milke Gayein Aisa
Movie/album = Armaan 2003
Category / Artist = Amitabh Bachchan
Mp3 Song Lyrics
 Song Lyrics Name:  Aao Milke Gaayen Aisa
Song Lyrics Album Name:  Armaan
Singer Names: Udit Narayan,Amitabh Bachchan,Shankar Mahadevan,Mahalaxmi Iyer,
Lyricist Name:
Music Director:
Lyrics

Aao Milke Gaayen Aisa Gaana Surila Aur Suhana
Jis Mein Sirf Pyaar Ki Mithaas Ho
Humne To Hai Seekha Gun Gunana
Hamesha Muskurana Jabse Tum Hamare Dil Ke Paas Ho
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Subah Ke Ujale Hai Woh Pehle
Shaam Ka Andhera Reshmi Hai
Muskurati Aankhon Se Jo Dekho
Duniyan Mein Kahan Koi Kami Hai
Jo Halka Ho Yeh Mann
Jo Hum Rahein Magan
Har Ek Ruth Lagegi Hum Ko Ruth Bahar Ki
Jo Halka Ho Yeh Mann
Jo Hum Rahein Magan
Har Ek Ruth Lagegi Hum Ko Ruth Bahar Ki
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Hum Aur Tum Gaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki

Ek Nanhi Pyaari Si Kali Ne
Chupke Se Hai Yeh Mujhko Bataya
Khushnaseeb Woh Hai Is Jahan Mein
Jisne Doosro Ka Pyaar Paya
Lagti Hai Woh Gali Har Ek Woh Kali
Aisi Kali Kab Hai Zaroorat Singhar Ki
Lagti Hai Woh Gali Har Ek Woh Kali
Aisi Kali Kab Hai Zaroorat Singhar Ki
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Hum Aur Tum Gaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Aao Milke Gaayen Aisa Gaana Surila Aur Suhana
Jis Mein Sirf Pyaar Ki Mithaas Ho
Humne To Hai Seekha Gun Gunana
Hamesha Muskurana Jabse Tum Hamare Dil Ke Paas Ho
Tum Aur Hum Gaaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki
Hum Aur Tum Gaye Sargam
Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki 

Aao Milke Gayein Aisa Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aao milke gayein aisa MP3 songs, aao milke gayein aisa lyrics, related albums and music archive results.