logo

aap kahein aur hum MP3 Song

aap kahein aur hum MP3 song cover

About aap kahein aur hum MP3 Song

Looking for aap kahein aur hum? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aap kahein aur humCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aap Kahein Aur Hum Category / Artist: XYZ ↧ Save As

Aap Kahein Aur Hum Song Lyrics

Song Title = Aap Kahein Aur Hum
Movie/album = Des Pardes 1978
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Aap Kahein Aur Hum Na Aayen 
Song Lyrics Movie : Des Pardes (1978)

mp3 songs

aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin
manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin
aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin

chaahane vaaloN ke aaj duniyaa mein chaahane vaale aa gaye
ulfat ki may aaNkhoN se lo aaj pee lene vaale aa gaye
aap piyen aur aap na jhoomein
manzil pe pahuNcheinge kaise aapkaa jab tak saath nahin

kasaa huaa hai teer husn kaa, zaraa sambhalke rahiyegaa
nazar nazar ko maaregi, to qaatil hamein na kahiyegaa
chaal chali hai sochke hamne is khel mein apni maat nahin

paas aake ye aapke hamein hone lagaa ehsaas hai
dam hai to bas aapke dam se aap hi se saaNs hai
bayaan karein jo haal-e-dil ko aise koi jazbaat nahin

aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin
manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin
aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin

Aap Kahein Aur Hum Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aap kahein aur hum MP3 songs, aap kahein aur hum lyrics, related albums and music archive results.