aap ke anurodh pe MP3 Song
About aap ke anurodh pe MP3 Song
This archive page brings together results connected with aap ke anurodh pe, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aap ke anurodh peCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aap ke anurodh pe Category / Artist: Kishor Kumar | ↧ Save As |
Aap ke anurodh pe Song Lyrics
Movie/Album Name: ANURODH
Singer(s) : KISHORE KUMAR
Lyrics:
Aap Ke Anurodh Pe, Maein Yeh Geet Sunata Hoon
Maein Yeh Geet Sunata Hoon
Apne Dil Ki Baaton Se, Aap Ka Dil Behlata Hoon
Aap Ke Anurodh Pe...
Mat Poochho Auron Ke Dukh Mein, Yeh Prem Kavi Kyon Rota Hai
Bas Chott Kisi Ko Lagti Hai, Aur Dard Kisi Ko Hota Hai
Door Kahin Koi Darpan Toote, Tadap Ke Maein Reh Jaata Hoon
Aap Ke Anurodh Pe...
Taareef Maein Jiski Karta Hoon, Kya Roop Hai Woh, Kya Khushboo Hai
Kuchh Baat Nahin, Aisi Koi, Yeh Ek Suron Ka Jaadu Hai
Koyal Ki Ek Cuuk Se Sabke, Dil Mein Huuk Uthata Hoon
Aap Ke Anurodh Pe...
Main Pehne Phirta Hoon Jo, Woh Zanjeerein Kaise Banti Hain
Yeh Bhed Bata Doon Geeton Mein, Tasveeren Kaise Banti Hain
Sundar Hothon Ki Laali Se, Maein Rang Roop Churata Hoon
Aap Ke Anurodh Pe...
Aap ke anurodh pe Video Song
Browse this topic: aap ke anurodh pe MP3 songs, aap ke anurodh pe lyrics, related albums and music archive results.


