aap ki aankhon me MP3 Song
About aap ki aankhon me MP3 Song
Looking for aap ki aankhon me? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aap ki aankhon meCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aap ki aankhon me Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Aap ki aankhon me Song Lyrics
Movie/Album Name: GHAR
Singer(s) : KISHORE KUMAR AND LATA MANGESHKAR
Lyrics:
--MALE--
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai - 2
Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Lab hile to mogare ke phool khilte hain kahin - 2
Aap ki aankhon mein kya saahil bhi milte hai kahin
Aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aawaaz hai
--FEMALE--
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahin - 2
Bevaja taarif karna aap ki aadat to nahin
Aap ki badmaashiyon ke yeh naye andaaz hai
--MALE--
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
--FEMALE--
O, aap se bhi khoobsurat aap ke andaaz hai
Aap ki aankhon mein kuch maheke hue se raaz hai
Aap ki aankhon me Video Song
Browse this topic: aap ki aankhon me MP3 songs, aap ki aankhon me lyrics, related albums and music archive results.


