logo

aasman kehta hai MP3 Song

aasman kehta hai MP3 song cover

About aasman kehta hai MP3 Song

aasman kehta hai is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aasman kehta haiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aasman Kehta Hai Category / Artist: Sonu Nigam ↧ Save As

Aasman Kehta Hai Song Lyrics

Song Title = Aasman Kehta Hai
Movie/album = Mast 1999
Category / Artist = Sonu Nigam
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title :  Aasman Kehta Hai
Song Lyrics Movie : Mast (1999)
Singer(s): SONU NIGAM

Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Ek mera tha hai daag
Doosra hai saaf saaf
Sabki nazar us pe jaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai

Rab ne kaha aye aasmaan
Usay bhej kar zameen par hum bhi pachhtaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai

Usko dekh phoolon ko hoti hai jalan
Kyonki uski khushboo ein hai sabhi magan
Vo guzre door se hava ke shor se
Uske aana ka paat chale yahan sabhi ye jaane
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye

Saat rang duniya mein hote hain magar
Aathvaan kahan hai kise hai kya khabar
Jo usko dekh le vo pal mein jaanle
Rang kyon karein hai koshishein rang ek banaane
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Aasmaan kehta hai rab se
Tune chaand do kyon banaaye
Ek mera tha hai daag
Doosra hai saaf saaf
Sabki nazar us pe jaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai

Rab ne kaha aye aasmaan
Usay bhej kar zameen par hum bhi pachhtaaye
Hay
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai
Vohi to hai meri hai vohi to
Ki jisko dekh dkeh chaand jalta hai.

Aasman Kehta Hai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aasman kehta hai MP3 songs, aasman kehta hai lyrics, related albums and music archive results.