logo

aaye khuda dard ye gum MP3 Song

aaye khuda dard ye gum MP3 song cover

About aaye khuda dard ye gum MP3 Song

aaye khuda dard ye gum is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aaye khuda dard ye gumCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aaye Khuda Dard Ye Gum Category / Artist: Kunal Ganjawala ↧ Save As

Aaye Khuda Dard Ye Gum Song Lyrics

Song Title = Aaye Khuda Dard Ye Gum
Movie/album = Tum Hi Toh Ho 2011
Category / Artist = Kunal Ganjawala
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Aaye Khuda Dard Ye Gum
Song Lyrics Movie : Tum Hi To Ho (2011)
Singers : Kunal & Gayatri Ganjawala

mp3 songs

Aey Khuda, Dard-o-gham Ka Silsila
Aaj Isi Dam Torr De
Zindagi, Lamha Lamha Mat Jala
Mera Daaman Chod De
Saans Lena Lage Ab Saza
Kya Karunga Main Jee Ke, Bata
Kya Karunga Main Jee Ke, Bata

Koi Hum Safar Na Koi Hum-nawa
Palkon Mein Chubhe Bas Yaadon Ka Dhuwaan
Koi Hum Safar Na Koi Hum-nawa
Palkon Mein Chubhe Bas Yaadon Ka Dhuwaan
Dil Mein Kuch Nahi Zakhmon Ke Siwa
Nakaam Hogai Har Dawa, Har Dua
Gham Kiye Hain Khushi Ne Ataa
Kya Karunga Main Jee Ke, Bata
Kya Karunga Main Jee Ke, Bata

Ruk Jaey Saanson Ka Silsila
Dil Dharakna Chod De
Pyaar Mera, Jaana Jis Din Tujhe
Pyaar Karna Chod De
Main Jiyun Tujh Se Ho Ke Judaa
Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda
Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda

Jab Bhi Tasawwur Tera Hota Hai Mere Pehlu Mein
Teri Khushbooain Mere Saanson Mein Utar Jaati Hain
Meri Tanhaiyaan Jab Aati Hain Tere Qareeb
Khuwaahishain Sabr Ki Sarhad Se Guzar Jaati Hain

Haan
Aray Aray Aray    Yeh Kya Kiya Tum Ne?
Main Yeh Chaahta Hun Ke Yeh Hawaeyn, Yeh Fizaeyn Sab Jaan Le
Ke Tum Kitni Khub-surat Ho

Lamha Lamha Tera Ehsaas Mujhe Choota Hai
Rafta Rafta Main Tere Rang Mein Dhal Jaati Hun
Main Tujhe Apne Khayaalon Mein Bula Kar Aksar
Jannaton Se Bhi Kahin Door Nikal Jaati Hun

Tum Ne Aisa Kiyun Kiya
Main Chaahti Hun Ke Yeh Hawaeyn, Yeh Fizaeyn Yeh Jaan Le
Ke Tum Mere Liye Ho    Tum Hi To Ho

Baanhon Mein Teri Meri Raatain Hon Basar
Jaagun Har Seher Bas Tujh Ko Dekh Kar
Baanhon Mein Teri Meri Raatain Hon Basar
Jaagun Har Seher Bas Tujh Ko Dekh Kar
Main Tere Ishq Mein Khud Se Hun Bekhabar
Bin Tere Bin Tere Kuch Na Aey Nazar
Teri Chaahat Ho Mujh Se Khafa
Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda
Na Dikhaey Yeh Woh Din Khuda

Aaye Khuda Dard Ye Gum Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aaye khuda dard ye gum MP3 songs, aaye khuda dard ye gum lyrics, related albums and music archive results.