logo

ab ke saawan mein MP3 Song

ab ke saawan mein MP3 song cover

About ab ke saawan mein MP3 Song

ab ke saawan mein is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ ab ke saawan meinCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Ab Ke Saawan Mein Category / Artist: Sadhana Sargam ↧ Save As

Ab Ke Saawan Mein Song Lyrics

Song Title = Ab Ke Saawan Mein
Movie/album = Dil Vil Pyar Vyar 2002
Category / Artist = Sadhana Sargam
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics : Ab Ke Saawan Mein
Song Lyrics Movie or Album: Dil Vil Pyar Vyar
Singer(s): Sadhana Sargam, Babul Supriyo

Lyrics

--female--
(ab Ke Saawan Mein Ji Darre
rim Jhim Tan Pe Paani Gire) - 2
mann Mein Lage Aag Si, Ho

--male--
ab Ke Saawan Mein Ji Darre
rim Jhim Tan Pe Paani Gire
mann Mein Lage Aag Si

--female--
ho
aisa Mausam Pehle Kabhi Bhi Aaya Nahin
aisa Baadal Ambar Pe Sajna Chhaaya Nahin
o, Aisa Mausam Pehle Kabhi Bhi Aaya Nahin
aisa Baadal Ambar Pe Sajna Chhaaya Nahin

--male--
ho, Yeh Suhaana Sama Prem Ki Khoj Mein, Mauj Mein
o Ho, Paagal Premi Banke Phire
rim Jhim Tan Pe Paani Gire
mann Mein Lage Aag Si

--female--
ho, Ab Ke Saawan Mein Ji Darre

--male--
(hmm)

--female--
rim Jhim Tan Pe Paani Gire

--male--
(hmm Hmm Hmm)

--female--
mann Mein Lage Aag Si

--male--
aa Tujhko Aankhon Mein Chhupa Loon Is Raat Mein
kajra Gajra Beh Jaayega Ri Barsaat Mein
o, Aa Tujhko Aankhon Mein Chhupa Loon Is Raat Mein
ho, Kajra Gajra Beh Jaayega Ri Barsaat Mein

--female--
ho, Hosh Se Kaam Lo, Ram Ka Naam Lo, Thaam Lo
ho Ho, Jaane Baeran Rut Kya Kare

--male--
(hmm)

--female--
rim Jhim Tan Pe Paani Gire

--male--
(hey Hey Hey)

--female--
mann Mein Lage Aag Si, O

--male--
ab Ke Saawan Mein Ji Darre
rim Jhim Tan Pe Paani Gire

--female--
mann Mein Lage Aag Si

--male--
o, Mann Mein Lage Aag Si

--both--
ho, Mann Mein Lage Aag Si

Ab Ke Saawan Mein Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: ab ke saawan mein MP3 songs, ab ke saawan mein lyrics, related albums and music archive results.