agar mujhe na mile tum MP3 Song
About agar mujhe na mile tum MP3 Song
This archive page brings together results connected with agar mujhe na mile tum, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ agar mujhe na mile tumCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Agar Mujhe Na Mile Tum Category / Artist: Mahendra Kapoor | ↧ Save As |
Agar Mujhe Na Mile Tum Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Kaajal 1965
Film cast : Dharmendra, Meena Kumari, Raj Kumar, Mumtaz, Padmini, Helen, Jagirdar, Tiwari, Madhu Apte, Shabnam
Singer : Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi
Lyricist : Sahir Ludhianvi
Music Director : Ravi
Film Director : Ram Maheshwari
Film Producer : Kalpanalok
mp3 songs
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke sirf umar kati jidagi na gujari
gajal ka husn ho tum
najam ka sabab ho tum
sadaye saaz ho tum
nagmaye raaz ho tum
jo dil me subah jagaye vo aaftab ho tum
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke sirf umar kati jidagi na gujari
fiza me rang najaro me jaan hai tumse
mere liye jami aasman hai tumse
khyalo khwab ki duniya jawan hai tumse
jawan hai tumse
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke khwab khwab rahe bekasi na gujari
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
ke dil ki raah se hokar khushi nahi gujari
bade yakin se maine ye hath manga hai
ho meri wafa ne hamesha ka sath manga hai
dilo ki pyas ne aabe hayat manga hai
dilo ki pyas ne aabe hayat manga hai
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke khwab khwab rahe bekasi na gujari
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke intjar ki muddat abhi nahi gujari
agar mujhe na mili tum to mai ye samjhunga
agar mujhe na mile tum to mai ye samjhungi
ke sirf umar kati jidagi na gujari
Posted by : {Anju}
Agar Mujhe Na Mile Tum Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: agar mujhe na mile tum MP3 songs, agar mujhe na mile tum lyrics, related albums and music archive results.

