aise vaise thikane pe MP3 Song
About aise vaise thikane pe MP3 Song
Looking for aise vaise thikane pe? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aise vaise thikane peCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aise Vaise Thikane Pe Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Aise Vaise Thikane Pe Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Sadhna (1958)
Singers : Lata Mangeshkar
Song Lyricists : Sahir Ludhianvi
Music Composer : Datta Naik
Music Director : Datta Naik
Director : B.R. Chopra
Music Label : Saregama
Starring : Vyjayanthimala, Sunil Dutt, Leela Chitnis
mp3 songs
Jo hum me hai vo matvali ada
Sab me nahi hoti
Mohabbat sab me hoti hai
Wafa sab me nahi hoti
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Bach ke rahna meri jaan jamana bura hai
Bach ke rahna meri jaan jamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Julf lahraye to janjir bhi ban jati hai
Aankh sarmaye to ek tir bhi ban jati hai
Dil lubhane ko jo dildar bana karte hai
Dil chura kar vahi talvar bana karte hai
Ye vo mehfil hai jaha
Pyar bhi lut jata hai
Ye vo mehfil hai jaha
Pyar bhi lut jata hai
Dil to kya chiz hai
Ghar bar bhi lut jata hai
Dil to kya chiz hai
Ghar bar bhi lut jata hai
Isliye to kahte hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Takke hanste hai to mastana bana dete hai
Hans ke tak te hai diwana bana dete hai
Koi nagame me koi aadami kho jata hai
Inse jo bachta hai
Vo naaz me kho jata hai
Yu to gardan se lipat jati hai bahe inki
Yu to gardan se lipat jati hai bahe inki
Dil nahi jeb pe hoti hai nigahe inki
Dil nahi jeb pe hoti hai nigahe inki
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Hum sitam dhate hai
Bedag kiya karte hai
Dil liya karte hai
Or dard diya karte hai
Dard lena ho to mehfil meri aabad karo
Varna jao ji kisi or ka ghar yaad karo
Aaj jaoge to kal lot ke fir aaoge
Aaj jaoge to kal lot ke fir aaoge
Hum sa masuk na duniya me kahi paoge
Hum sa masuk na duniya me kahi paoge
Isliye to kahti hu
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai
Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
Bach ke rahna meri jaa jamana bura hai
Dil lagana bura hai
Aise vaise thikano pe jana bura hai.
Posted by : {Anju}
Aise Vaise Thikane Pe Video Song
Browse this topic: aise vaise thikane pe MP3 songs, aise vaise thikane pe lyrics, related albums and music archive results.

