logo

allah allah mai abdullah MP3 Song

allah allah mai abdullah MP3 song cover

About allah allah mai abdullah MP3 Song

allah allah mai abdullah is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ allah allah mai abdullahCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Allah Allah Mai Abdullah Category / Artist: Manna Dey ↧ Save As

Allah Allah Mai Abdullah Song Lyrics

Song Title = Allah Allah Mai Abdullah
Movie/album = AladdinThe Wonderful Lamp 1978
Category / Artist = Manna Dey
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Allah Allah Mai Abdullah
Song Lyrics Movie : Aladdin & The Wonderful Lamp (1978)
Singers : Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists : Kafil Azar
Music Composer : Chitragupta Shrivastava
Director : I.V. Sasi
Music Label : Saregama
Starring : Kamal Hassan, Rajnikanth, Srividya
Release on : 4th August, 1979

mp3 songs

Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam
Deke naya purana lena
Yaaro mera kaam
Deke naya purana lena
Yaaro mera kaam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam

Gali gali hain shor mera tofa hain alaa
Kare jo tauba mujhse hain koi aisa dilwala
Dil ka hum mein achha
Sauda hain mera sacha
Dil ka hum mein achha
Sauda hain mera sacha
Look albele tauba karke
Yaad karoge naam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam
Deke naya purana lena
Yaaro mera kaam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam

Aisi hasrat kabhi surat
Tumne dekhi hain kyaa aaine mein
Aisi hasrat kabhi surat
Tumne dekhi hain kyaa aaine mein
Jaise bakra bakra
Dadhiwala dadhiwala
Aise lagtein ho tum dekhane mein

Dadhiwala bakra haa
Sau bakre ki aala main
Main hun pasa matwala
Tu hain dil ka kaala
Are maarke woh besala
Bhaag le ghar jaa warna
Tera kaam ho jayega tammam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam
Deke naya purana lena
Yaaro mera kaam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam

Aadam hoon mein aapka
Duniya ko khabar hain
Surat hain langoor si
Bas chupki kasar hain
Aadam hoon mein aapka
Duniya ko khabar hain
Surat hain langoor si
Bas chupki kasar hain
Tum ne laga di chahi
Dekhi mujhsi himmatwali
Ab kaha gayi khudaari
Nakhre wakhre chhod ke jaani
Le le mera salaam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam
Deke naya purana lena
Yaaro mera kaam
Allah allah main abdullah
Tauba kar ghulfam....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Allah Allah Mai Abdullah Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: allah allah mai abdullah MP3 songs, allah allah mai abdullah lyrics, related albums and music archive results.