logo

apni biwi bachon ke MP3 Song

apni biwi bachon ke MP3 song cover

About apni biwi bachon ke MP3 Song

Looking for apni biwi bachon ke? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ apni biwi bachon keCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Apni Biwi Bachon Ke Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Apni Biwi Bachon Ke Song Lyrics

Song Title = Apni Biwi Bachon Ke
Movie/album = Taqdeer Ka Tamasha 1990
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Apni Biwi Bachon Ke Karib Hoon
Song Lyrics Movie = Taqdeer Ka Tamasha (1990)
Singers = Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director = Anand Gaekwad
Music Label = Venus Records
Starring = Jeetendra, Govinda, Aditya Pancholi
Release on = 12th January, 1990

mp3 songs

Apne biwi bachon ke karib hu
Apne biwi bachon ke karib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Apne biwi bacho ke karib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu

Apne piya aur bachon ke karib hu
Apne piya aur bachon ke karib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu

Mandir jaisa ghar hai apna
Ghar me huwa hai sach har sapna
Mandir jaisa ghar hai apna
Ghar mein huwa hai sach har sapna
Jab bhi main bahar se ghar me aata hu
Dunia ke sare gum bhul jata hu
Dur bhala hum kaise rahenge
Tu mera aur main tera nasib hu
Tu mera aur main tera nasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu

Mujhpe bada ahsan kiya hai
Sab kuchh mujhko rab ne diya hai
Mujhpe bada ahsan kiya hai
Sab kuchh mujhko rab ne diya hai
Mujhko kisi se koi sikwa na gila
Maine jo kuchh manga mujhko hai mila
Pyar ki daulat mujhko mili hai
Kaun kahega mujhko main garib hu
Kaun kahega mujhko main garib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu

Chahe falak ho chahe jami ho
Tere bina nahi jina
Ye duniya ho ya wo jaha ho
Bichdenge hum to kahi na
Mere jivan sathi sath hame hai rahna
Sukh dukh hum dono ko
Ab to sang sang sahna
Mujhse jo tujhko dur karega
Main uska sabse bada rakib hu
Main uska sabse bada rakib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Main duniya mein kitni khusnasib hu
Apne biwi bacho ke karib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu
Main duniya mein sabse khusnasib hu.....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Apni Biwi Bachon Ke Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: apni biwi bachon ke MP3 songs, apni biwi bachon ke lyrics, related albums and music archive results.