logo

aur hum sanu MP3 Song

aur hum sanu MP3 song cover

About aur hum sanu MP3 Song

Looking for aur hum sanu? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aur hum sanuCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aur hum SANU Category / Artist: Kumar Sanu ↧ Save As

Aur hum SANU Song Lyrics

Song Title = Aur hum SANU
Movie/album = Wajood 1998
Category / Artist = Kumar Sanu
Mp3 Song Lyrics
Song Title : Aur Hum Tum
 Movie/Album Name: WAJOOD
Singer(s) : ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

 Lyrics --FEMALE--
Parbaton pe baadalon ki zulf khul gayi
Oas jagmagaayi shaakh shaakh dhul gayi
Jaage nazaare, jaagi bahaarein
Jaage zameen aasmaan
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum

--MALE--
Thandi hawaayein, ujli fizaayein
Maheka hua yeh sama
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum
Gaata hai mausam, gaate hain panchhi
Gaati hain yeh vaadiyaan
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum

--FEMALE--
Phool ko koi kiran jo choomne lagi
Zindagi bahaar banke jhoomne lagi

--MALE--
Phool ko koi kiran jo choomne lagi
Zindagi bahaar banke jhoomne lagi
Raahon mein rangon aur khushbuon ke
Nikle haseen kaarwaan

--FEMALE--
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum
Thandi hawaayein, ujli fizaayein
Maheka hua yeh sama

--MALE--
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum
Ho gayi hai reshmi yeh narm roshni
Saans mein ghula hua hai geet sa koi

--FEMALE--
Ho gayi hai reshmi yeh narm roshni
Saans mein ghula hua hai geet sa koi
Khoyi dishaayein, khoyi hain raahein
Khoye hai saare nishaan

--MALE--
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum
Thandi hawaayein, ujli fizaayein
Maheka hua yeh sama

--FEMALE--
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum
Gaata hai mausam, gaate hain panchhi
Gaati hain yeh vaadiyaan

--MALE--
Aur hum tum, aur hum tum, aur hum tum

Aur hum SANU Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aur hum sanu MP3 songs, aur hum sanu lyrics, related albums and music archive results.