logo

aur is dil mein kyaa MP3 Song

aur is dil mein kyaa MP3 song cover

About aur is dil mein kyaa MP3 Song

Looking for aur is dil mein kyaa? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ aur is dil mein kyaaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Aur is dil mein kyaa Category / Artist: Suresh Wadkar ↧ Save As

Aur is dil mein kyaa Song Lyrics

Song Title = Aur is dil mein kyaa
Movie/album = Imaandaar 1987
Category / Artist = Suresh Wadkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Aur is dil mein kyaa rakhaa hai
Song Lyrics Movie = Imaandaar (1987)
Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar
Song Lyricists = Prakash Mehra
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Director = Sushil Malik
Music Label = Saregama
Starring = Sanjay Dutt, Farha, Rohan Kapoor, Ranjeet,
Om Prakash, Mehmood, Pran, Sumeet Sehgal
Release on = 3rd April, 1987

mp3 songs

Aur is dil mein kyaa rakhaa hai
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai
Aur is dil mein kyaa rakhaa hai
Aur is dil mein kyaa rakhaa hai
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai
Chiir ke dekhe, dil meraa to
Chiir ke dekhe, dil meraa to
Teraa hii naam likha rakhaa hai
Teraa hii naam likha rakhaa hai

Pyaar ke afsaane, sune the logon se
Pyaar kyaa hotaa hai, yah tuune samajhaayaa
Milaa dil tujhase to, kaab dekhe aise
Junuun jaane kaisaa, javaan dil pe chhaayaa
Dil mein aisaa dard uthaa dil ho gayaa diivaanaa
Dil ho gayaa diivaanaa ..
Diivaanon ne, is duniyaa mein
Diivaanon ne, is duniyaa mein
Dard kaa naam davaa rakhaa hai
Dard kaa naam davaa rakhaa hai
Aur is dil mein, kyaa rakhaa hai
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai

Nigaahon mein merii, yah suurat hai terii
Jindagi ye meri, amaanat hai teri
Dhadakate siine mein, mohabbat hai terii
Mohabbat hai terii, ibaadat hai merii
Tere sivaa kuchh yaad nahin hai tuu hii tuu dil mein
Haan tuu hii tuu dil mein
Dil ne pyaar kii puujaa kii hai
Dil ne pyaar kii puujaa kii hai
Pyaar kaa naam kudaa rakhaa hai
Aur is dil mein, kyaa rakhaa hai
Teraa hii dard chhupaa rakhaa hai

Chiir ke dekhe, dil meraa to
Teraa hii naam likha rakhaa hai
Teraa hii naam likha rakhaa hai
Teraa hii naam likha rakhaa hai
Teraa hii naam..

Posted by : {Anamika Tyagi}

Aur is dil mein kyaa Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: aur is dil mein kyaa MP3 songs, aur is dil mein kyaa lyrics, related albums and music archive results.