aur mohabbat hai MP3 Song
About aur mohabbat hai MP3 Song
This archive page brings together results connected with aur mohabbat hai, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ aur mohabbat haiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Aur Mohabbat Hai Category / Artist: Shaan | ↧ Save As |
Aur Mohabbat Hai Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Main Prem Ki Dewani Hoon (2003)
Music Director:Anu Malik
Singer(s):Shaan
Lyricists:Dev Kohli
mp3 songs
tu hi tu mere paas hai, phir ye kaisi pyaas hai
ye kaisaa ehsaas hai, koi bataa de mujhe, mujhe
aaj main hooN, aur tum ho, aur mohabbat hai
uN huN huN huN huN, aur mohabbat hai, aur mohabbat hai
huN, main bhi gum hooN, tum bhi gum ho, haaN ye chaahat hai
huN huN huN huN, haaN ye chaahat hai, aur mohabbat hai
ye kaise mumkin hai, tumko kisi ne ab tak pyaar na kiyaa
o.., ye kaise mumkin hai, tumko kisi ne ab tak pyaar na kiyaa
main kaise ye manooN, tumko kisi ne ab tak dil na diyaa
kaisi hai ye uljanen, dil ye lagaa sochne
tez hai kyuN dhaDkane, koi bataa de mujhe, mujhe
aaj main hooN, aur tum ho, aur mohabbat hai
uN huN huN huN huN, aur mohabbat hai, aur mohabbat hai
jo tumse kahnaa thaa, maine kahaa na, lab par baat hai ruukii
ho.a, jo tumase kahanaa thaa, maine kahaa na, lab par baat hai ruki
lagtaa hai ye aksar, mere liye hi shaayad tu hai bani
kaisaa aitbaar hai, kaisaa intzaar hai
kyuN tumse itana pyaar hai, koi bataa de mujhe
aaj main hooN, aur tum ho, aur mohabbat hai
uN huN huN huN huN, aur mohabbat hai, aur mohabbat hai
main bhi gum hooN, tum bhi gum ho, haaN ye chaahat hai
huN huN huN huN, haaN ye chaahat hai, aur mohabbat hai
chorus: la la la la la la la..
Aur Mohabbat Hai Video Song
Browse this topic: aur mohabbat hai MP3 songs, aur mohabbat hai lyrics, related albums and music archive results.


