ayi hai nasibon wali MP3 Song
About ayi hai nasibon wali MP3 Song
ayi hai nasibon wali is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ ayi hai nasibon waliCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Ayi Hai Nasibon Wali Category / Artist: Kumar Sanu | ↧ Save As |
Ayi Hai Nasibon Wali Song Lyrics
Movie/album = Nachnewala Gaanewale (1991)
Singers = Kumar Sanu, Vijay Benedict
Song Lyricists = Mahendra Dehlvi
Music Director = Bappi Lahiri
Director = Babbar Subhash
Mp3 Song Lyrics
((Mange hai maa baap duaye
Aaye khushi ki ye bela
Apne ho jo saath to
Sajta saguno ka mela...
Aayi hai nasibo wali ye gadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Aayi hai nasibo wali ye gadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya...
Ek wo din tha tera sehra
Laya tha main aap saja ke
Ek ye din hai dekh na paye
Tujhko apni nazar utha ke
Sehre wale ho tera bala
Rab teri khair hare
O rab teri khair hare
Aashao ke motiyo ki luti ladiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya...
Ek wo babul jiske aangan
Aaj khushi ke chamke taare
O ek ye babul jiske sapne
Mitti me mil gaye hai sare
Tune hamse kiya na bala
Rab teri khair kare
O rab teri khair kare
Haste hai lab roti hai ankhiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya...
Nate pote aur beto ke
Khush ho kar tu sagun manaye
O tere sab dukh aaye mujhpar
Tere sab dukh aaye humpar
Tujhpar koi aanch na aaye
Tujhe dete hai ham ye dua
Rab teri khair kare
O rab teri khair kare
Haste hai lab roti hai ankhiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Khili tere dil ki kaliya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya
Khushiyo ki chooti hai phooljadiya...))
Posted by : {Soni Kumari}
Ayi Hai Nasibon Wali Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: ayi hai nasibon wali MP3 songs, ayi hai nasibon wali lyrics, related albums and music archive results.


