badnaam ho gaye MP3 Song
About badnaam ho gaye MP3 Song
Looking for badnaam ho gaye? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ badnaam ho gayeCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Badnaam ho gaye Category / Artist: XYZ | ↧ Save As |
Badnaam ho gaye Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Aan baan 1972
Singer: Asha Bhosle
Music By: Shankar-Jaikishan
Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
mp3 songs
Aap bahot der se aaye raaja bahaddur, abb main dukaan band kar chuki hu
Hum kisi dukaan par nahi aaye dulhaari, tumhaare ghar aaye hai
Humein baithane ke liye nahi puchhogi, ji aayiye tashrif rakhiye
Tum bhi baitho hamaare paas
Jis dulhaari ko aap bula rahe hai
Woh toh kab ki mar chuki hai raaja bahaadur
Aur jo aapke saamane hai woh toh ik chita hai
Jo abb tak jal rahi hai, sulag rahi hai
Kehate hai chita ko chhedana paap hota hai
Khair aap yeh bataayiye kya sunenge
Aaj tum jo sunaaogi hum sunenge
Toh phir aap biti suniye, meri kahaani, meri jabaani
Badnaam ho gaya dil ha ha ha ha
(Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat) - (2)
Badnaam ho gaya dil...
Humse waha jo karte, hum kyun yaha pe aate - (2)
Hum bhich phul ghar ke ghar mein hi muskuraate
Paayi hai kaisi manjil, bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil...
Hasti mitaayi hamne, lekin na aap maane - (2)
Aurat ka pyaar kya hai, sarkaar yeh na jaane
Saara ?? bismil, bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil...
Has haske jal rahe hai, hum apani chaandani mein - (2)
Humne sukun na paaya, do din ki jindagi mein
Barbaadiya hai shaamil, bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil, bas aapki badaulat
Hamne sajaayi mehfil, bas aapki badaulat
Badnaam ho gaya dil...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Badnaam ho gaye Video Song
Related Albums
Browse this topic: badnaam ho gaye MP3 songs, badnaam ho gaye lyrics, related albums and music archive results.


