bagh mika bagg MP3 Song
About bagh mika bagg MP3 Song
Looking for bagh mika bagg? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ bagh mika baggCategory / Artist: Latest | ↧ Visit us |
Baghon Me Khile Hai Kaise Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Shubh Kaamna (1983)
Singer(s): Asha Bhosle, S P Balasubrahmanyam
Music Director(s): R D Burman
mp3 songs
(baaghon mein khile hai kaise kaise fulawa
bulbul kyun nahi gaaye ho o o) - (2)
(gaana jo chaahe woh honto pe na aaye
bulbul kaise gaaye) - (2)
gungun bhawara kali kali se yuun udd jaaye kyun
yeh koyi kyun dekhe
uthati girati lehar lehar tat se takraaye kyun
yeh koyi kyun soche
huwa kya dekho na, kya hoga socho na, jo hoga hoga toh kya
ho ho baaghon mein khile hai kaise kaise fulawa
bulbul kyun nahi gaaye
ho o gaana jo chaahe woh honto pe na aaye
bulbul kaise gaaye
o jab rut aaye chhaaye ghata toh phir udd jaye kyun
yeh koyi kyun puchhe
ho ik ik taara din bhar gum ho, raat mein aaye kyun
yeh koyi kya samajhe
o hawa na aaye toh ghata na chhaaye, na aaye na chhaaye toh kya
o ho ho ho baaghon mein khile hai kaise kaise fulawa
bulbul kyun nahi gaaye
mm mm mm gaana jo chaahe woh honto pe na aaye
bulbul kaise gaaye
ik pal dhup toh ik pal chhaaya man bharmaaye kyun
yeh baatein woh jaane
chhup chhupkar yeh khel jo khelein najar na aaye kyun
yeh baatein woh jaane
o mele sajaaye tamaashe dikhaaye najar woh na aaye toh kya
haan ho o o baaghon mein khile hai kaise kaise fulawa
bulbul kyun nahi gaaye
ho gaana jo chaahe woh honto pe na aaye
bulbul kaise gaaye la la la la la....
Baghon Me Khile Hai Kaise Video Song
Related Albums
Browse this topic: bagh mika bagg MP3 songs, bagh mika bagg lyrics, related albums and music archive results.


