logo

bagon me bahar aai MP3 Song

bagon me bahar aai MP3 song cover

About bagon me bahar aai MP3 Song

bagon me bahar aai is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ bagon me bahar aaiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Bagon Me Bahar Aai Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Bagon Me Bahar Aai Song Lyrics

Song Title = Bagon Me Bahar Aai
Movie/album = Mome Ki Gudiya 1972
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Bagon Me Bahar Aai
Song Lyrics Movie : Mome Ki Gudiya (1972)
Singer(s): Anand Bakshi, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi

mp3 songs

o o o o.....

baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani
rut bekaraar aayi -2 doli mein sawaar aayi
aaja aaja aaja aaja mere raaja
baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani

phulon ki gali me aayi (bhanwaro ki toliyaan -2)
diye se patanga khele aankh micholiyaan
bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga, jag so gaya
rut bekaraar aayi, doli mein sawaar aayi
aaja aaja aaja aaja mere raaja
baagon mein bahaar aayi

sapana toh sapano ki (baat hai pyaar mein -2)
nind nahi aati sainya tere intjaar mein
hoke bekaraar tujhe dhundhun main, tu kahaan kho gaya
baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani
aaja mere raaja

lambi lambi baatein chhede, (chhoti si raat mein -2)
saari baatein kaise hongi ik mulaqaat me
ek hi baat mein lo dekh lo sawera ho gaya
baagon mein bahaar aayi, honto pe pukaar aayi
aaja aaja aaja aaja meri raani
rut bekaraar aayi, doli mein sawaar aayi
aaja aaja aaja aaja mere raaja
aaja meri raani, aaja mere raaja

Bagon Me Bahar Aai Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: bagon me bahar aai MP3 songs, bagon me bahar aai lyrics, related albums and music archive results.