logo

bataoon kya lana MP3 Song

bataoon kya lana MP3 song cover

About bataoon kya lana MP3 Song

Looking for bataoon kya lana? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ bataoon kya lanaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Bataoon Kya Lana Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Bataoon Kya Lana Song Lyrics

Song Title = Bataoon Kya Lana
Movie/album = Pathar Ke Sanam 1967
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Song Title = Bataoon Kya Lana
Movie/album = Pathar Ke Sanam (1967)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Laxmikant, Pyarelal
Director = Raja Nawathe

Mp3 Song Lyrics

((Bataa doon kyaa laanaa
Tum laut ke aa jaanaa
Ye chhota sa nazraanaa
Piyaa
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Bataa doon kyaa laanaa
Tum laut ke aa jaanaa
Ye chhota sa nazraanaa
Piyaa
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge...

Ho...
Ho...

Sajte hain jo tan pe hamaare
Sajtke hain jo tan pe hamaare
Wo hain piyaa nain tumhaare
Hai lat jo maathe pe aayi si
Choodi hai meri kalaayi ki
Palat ke jab aanaa
Ye lat ye nazar laana
Ye chhota sa nazraana
Piya
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge...

Aaa aaa
Aaa aaa aaaa
Chaahat se ye maang bharoongi
Chaahat se ye maang bharoongi
Bindiya ka main chaah karoongi
Maathhe pe laage suhaani si
Honthon pe tere nishaani si
Balamwa jab aana
Bindiya tumhi ban jaana
Ye chhota sa nazraanaa
Piya
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge...

Aankhon mein chaand banke ubharnaa
Aankhon mein chaand banke ubharnaa
Dekho balam der na karna
Rahta hai dil mein tumhaaraa dil
Darta hai phir bhi hamaara dil
Bahut na tarsaanaa
Tum laut ke aa jaanaa
Ye chhotaa sa nazraana
Piyaa
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Bataa doon kyaa laanaa
Tum laut ke aa jaanaa
Ye chhota sa nazraanaa
Piyaa
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge
Yaad rakhoge ke bhool jaaoge...))

Posted by : {Soni Kumari}

Bataoon Kya Lana Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: bataoon kya lana MP3 songs, bataoon kya lana lyrics, related albums and music archive results.