logo

beet chali hai ram MP3 Song

beet chali hai ram MP3 song cover

About beet chali hai ram MP3 Song

Looking for beet chali hai ram? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ beet chali hai ramCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Beet Chali Hai Ram Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Beet Chali Hai Ram Song Lyrics

Song Title = Beet Chali Hai Ram
Movie/album = Sachaai 1969
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Beet Chali Hai Ram 
Song Lyrics Movie = Sachaai (1969)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal,
Shankar Singh Raghuvanshi
Director = K. Shankar
Music Label = Saregama
Starring = Shammi Kapoor, Sanjeev Kumar, Sadhana
Shivdasani

mp3 songs

Beet chali haye ram rut ye bahar ki
Beet chali haye ram rut ye bahar ki
Aye na ba tak balma
Dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
Aaye na ab tak balma
Aaye na ab tak balma

Teri yado ko dilse lagaye hue
Kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
Teri yado ko dilse lagaye hue
Kab se baithi hu ankhiya bichaye hue
Jane wale judai me teri mujhe
Jane wale judai me teri mujhe
Ek jamana hua muskuraye hue
Beet chali haye ram rut ye bahar ki
Aye na ba tak balma
Aye na ba tak balma

Mere sawan me dil mera jalta raha
Tera gum mere sine me palta raha
Mere sawan me dil mera jalta raha
Tera gum mere sine me palta raha
Mai khadi hi rahi dil ko thame hue
Mai khadi hi rahi dil ko thame hue
Dard virah ka karwat badlata raha
Beet chali haye ram rut ye bahar ki
Aye na ba tak balma
Aye na ba tak balma

Ek din aake wada nibhaoge tum
Man ke ujade nagar ko basaoge tum
Ek din aake wada nibhaoge tum
Man ke ujade nagar ko basaoge tum
Ji rahi hu abhi tak isis aas par
Aake sine se mujhko lagaoge tum
Beet chali haye ram rut ye bahar ki
Aye na ba tak balma
Ho aye na ba tak balma

Dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
Aaye na ab tak balma
Ho aaye na ab tak balma

Dhire dhire tut rahi aas mere pyar ki
Aaye na ab tak balma
Aaye na ab tak balma

Posted by : {Ritu Kesharwani}

Beet Chali Hai Ram Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: beet chali hai ram MP3 songs, beet chali hai ram lyrics, related albums and music archive results.