logo

betab hai dil MP3 Song

betab hai dil MP3 song cover

About betab hai dil MP3 Song

This archive page brings together results connected with betab hai dil, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ betab hai dilCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Betab Hai Dil Category / Artist: Suraiya ↧ Save As

Betab Hai Dil Song Lyrics

Song Title = Betab Hai Dil
Movie/album = Dard 1947
Category / Artist = Suraiya
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics title: Betab Hai Dil
Song lyrics movie/album :  Dard  (1947)  
Singer(s): Suraiyya

song lyrics

betab hai dil
betab hai dil darde muhabbat key asar se
jis din se meraa chand chhupa meree najar se
betab hai dil

(soyee huyee kismat ko meree aake jaga ja
aaja meree duniya me jara laut key aaja) - (2)
aankho ko hai ummid -2 teree reh gujar se
jis din se meraa chand chhupa meree najar se
betab hai dil

(yeh kaun mere dil meree aankho me samaya
yeh kiskee nigaho ne mujhe apna banaya) - (2)
begana huyee -2 jatee hu duniya kee kabar se
takra gayee yeh kis kee najar meree najar se
betab hai dil

(dam bhar ko teree yad se, gafil nahee rehtee
jo dil peh gujaratee hai, juban se nahee kehtee) - (2)
fariyad bhee -2 hotee nahee rusuvai key dar se
jis din se meraa chand chhupa meree najar se
betab hai dil

(ik mauj hai ik rag hai ik rang hai jee me
hanstee hu kushee men, gatee hu kushee me) - (2)
uttha hai yeh tufan -2 kuda jane kidhar se
takra gayee yeh kiskee najar meree najar se

Betab Hai Dil Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: betab hai dil MP3 songs, betab hai dil lyrics, related albums and music archive results.