logo

bharat maa ki aankh MP3 Song

bharat maa ki aankh MP3 song cover

About bharat maa ki aankh MP3 Song

Looking for bharat maa ki aankh? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ bharat maa ki aankhCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Bharat Maa Ki Aankh Category / Artist: Asha Bhosle ↧ Save As

Bharat Maa Ki Aankh Song Lyrics

Song Title = Bharat Maa Ki Aankh
Movie/album = Bahu Beti 1965
Category / Artist = Asha Bhosle
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Bharat Maa Ki Aankh Ke Taro
Song Lyrics Movie : Bahu Beti (1965)
Singer :Asha Bhosle
Lyricist :Sahir Ludhianvi
Music Director :Ravi

mp3 songs

bharat maa ki aankh ke taro
nanhe munne raj dularo
jaise maine tumko sawaya
waise hi tum desh sawara
bharat maa ki aankh ke taro
nanhe munne raj dularo
jaise maine tumko sawaya
waise hi tum desh sawara
bharat maa ki aankh ke taro

ye jo hai ek chota sa basta
kismat ke phulo ka guldasta
karishan hai isme ram hai isme
ye basta isha ki kahani
ye bata nanak ki bani
isme chupi hai har sachai
apna sukh oro ki bhalai
is baste ko shish nawao
is baste ko shish nawao
bharat maa ki aankh ke taro
nanhe munne raj dularo
jaise maine tumko sawaya
waise hi tum desh sawara
bharat maa ki aankh ke taro

chod ke jhuthi jate pate
sab se sikho achi bate
apna kisi se bair na samjho
jag me kisi ko gair na samjho
aap padho oro ka padhao
ghar ghar gyan ki jyot jagao
naw jiwan ki aas tumhi ho
banta hua itihas tumhi ho
jitna gahra andhiyara ho
jitna gahra andhiyara ho
utne unche deep ubharo
bharat maa ki aankh ke taro
nanhe munne raj dularo
jaise maine tumko sawaya
waise hi tum desh sawara
bharat maa ki aankh ke taro

ye sansar jo hamne sajaya
ye sansar jo tumne paya
is sansar me jhuth bahut hai
jurm bahut hai lut bahut hai
jurm ke aage sar ka jhukana
har ek jhuth se takra jana
is sansar ka rang badalna
unch or nich ka dhang badalna
sara jag hai desh tumhara
sara jag hai desh tumhara
sare jag ka rup nikharo
bharat maa ki aankh ke taro
nanhe munne raj dularo
jaise maine tumko sawaya
waise hi tum desh sawara
bharat maa ki aankh ke taro
nanhe munne raj dularo

Bharat Maa Ki Aankh Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: bharat maa ki aankh MP3 songs, bharat maa ki aankh lyrics, related albums and music archive results.