bhool huyi kya humse bhagwan MP3 Song
About bhool huyi kya humse bhagwan MP3 Song
This archive page brings together results connected with bhool huyi kya humse bhagwan, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ bhool huyi kya humse bhagwanCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Bhool Huyi Kya Humse Bhagwan Category / Artist: Geeta Dutt | ↧ Save As |
Bhool Huyi Kya Humse Bhagwan Song Lyrics
Movie/Album = Lanka Dahan (1952)
Singer = Geeta Dutt
Song Lyricists = S.P. Kalla
Music Composer = Hansraj Behl
Director = Raja Nane
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((bhul hui kya mujhse bhagwan
kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
shiv ka danush tod jab dala
tab dali maine varmala
wo kuch pal itne man bhaye
kumkum lal gulal udaye
man se man mil ek hue the
un charno me apna tan man vara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
bhul hui kya mujhse bhagwan
kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
raj tilak ka shub din aaya
sawrag utar dharti par aaya
jagmag deepak mal sazai
ghar ghar baz uthi shanai
par bhi ye sukh dekh na paya
bhuje dip aur gir aaya andhiyara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
bhul hui kya mujhse bhagwan
kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
bhul hui kya mujhse bhagwan
kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
pakar aaghya ram pita ki
van ko chale nahi chinta ki
raghukul rit sada chali aaye
paran jaye par vachan na jahi
van vanvasi chale tino van
chhod ayodhya ghar se kiya kinara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
bharat charan chhu nir bahaye
nil kamal jal me murjhaye
charan pag ka shish chadaye
khud sewak ban raz chalaye
panchvati me lene humko
chhod aa gaye raz pat ghar sara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
ghat pat par hum jo jate
kand mol ka samay bitate
panchvati ke us aangan me
sau sau baras bitate van me
par na vidata ko ye bhaya
de na saka ye bhi sath hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
sone ka marg kisne dekha
kyu langhi devar ki rekha
apno se hum dur hue hai
milne se majbur hue hai
tadap tadap kar rah jayenge
kaun yaha de dukh me sath hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
bhul hui kya mujhse bhagwan
kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara...))
Posted by : {Anamika Tyagi}
Bhool Huyi Kya Humse Bhagwan Video Song
Browse this topic: bhool huyi kya humse bhagwan MP3 songs, bhool huyi kya humse bhagwan lyrics, related albums and music archive results.


