logo

chalti nhi insan ki MP3 Song

chalti nhi insan ki MP3 song cover

About chalti nhi insan ki MP3 Song

This archive page brings together results connected with chalti nhi insan ki, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ chalti nhi insan kiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Chalti Nhi Insan Ki Category / Artist: Mahendra Kapoor ↧ Save As

Chalti Nhi Insan Ki Song Lyrics

Song Title = Chalti Nhi Insan Ki
Movie/album = Haathon Ki Lakeeren 1986
Category / Artist = Mahendra Kapoor
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Chalti Nhi Insan Ki
Song Lyrics Movie : Haathon Ki Lakeeren (1986)
Film cast : Sanjeev Kumar, Jackie Shroff, Kamal Kapoor, Zeenat Aman, Priya Rajvansh, Bharat Bhushan, Yash Pandit
Singer : Mahendra Kapoor, Bela Sulakhe, Alka Yagnik
Lyricist : Hasan Kamaal
Music Director : Pyare Mohan
Film Director : Chetan Anand
Film Producer : Chetan Anand

mp3 songs

chalti nahi insan ki halat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
hatho ki lkiro me,
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

hum log khilone hai koi khel raha hai
hum log khilone hai koi khel raha hai
hai naam kabhi waqt kabhi uska khuda hai
hum chij hai kya uski karamat ke aage
hatho ki lkiro me,
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

khawabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
khawabo ke mahal banke ujad jate hai ek din
jo jaan se pyare hai bichhd jate hai ek din
takdir ki manjil to hai zazbat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage      

ek roz hume karke andhero ke hawale
ek roz hume karke andhero ke hawale
kho jate hai jane kaha jivan ke ujale
bas rat hi kafi hai kabhi rat ke aage 
chalti nahi insan ki halat ke aage

bekar hai kamzor hai insa ki dalile
bekar hai kamzor hai insa ki dalile
hukam apna chalati hai ye hatho ki lkire

har bat huyi khatam isi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage
hatho ki lkiro me,
hatho ki lkiro me chhupi bat ke aage
chalti nahi insan ki halat ke aage

Chalti Nhi Insan Ki Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: chalti nhi insan ki MP3 songs, chalti nhi insan ki lyrics, related albums and music archive results.