chamke dhoop judai ki MP3 Song
About chamke dhoop judai ki MP3 Song
chamke dhoop judai ki is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ chamke dhoop judai kiCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Chamke Dhoop Judai Ki Category / Artist: Kumar Sanu | ↧ Save As |
Chamke Dhoop Judai Ki Song Lyrics
Song Lyrics Movie = Gundaraj (1995)
Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Shyam Anuragi
Music Composer = Anu Malik
Director = Guddu Dhanoa
Starring = Ajay Devgn, Kajol, Anjali Jatthar, Mohan Joshi, Sharat Saxena,
Asrani, Sulbha Arya, Suresh Chatwal
Release on = 7th September, 1995
mp3 songs
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Chamke dhoop judai ki to
Jal jaaye ghul bute
Chamke dhoop judai ki to
Jal jaaye ghul bute
Dil tute to tute mera
Yaar kabhi na ruthe
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Chamke dhoop judai ki to
Jal jaaye ghul bute
Dil tute to tute mera
Yaar kabhi na ruthe
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Bhul gayi main apni surat
Jaane main bhi kaisi
Rang mein tere aise rangi ke
Ho gayi tere jaisi
Ab to tut nahi payengi
Yeh resham ki dori
Aankho hi aankhon mein ki hai
Dil ne dil ki chori
Chand pe chahe grahan lage
Ya koi tara tute
Dil tute to tute mera
Yaar kabhi na ruthe
Chamke dhoop judai ki to
Jal jaaye ghul bute
Dil tute to tute mera
Yaar kabhi na ruthe
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pehla pehla pyar hamara
Pehli pehli baazi
Duniya dushman ho to kya ho
Main raazi tu raazi
Tuhi to singar hai mera
Tuhi mera darpan
Tuhi tan hai tuhi mann hai
Tuhi dil ki dhadkan
Jag chhute to chhute chaahe
Rab ruthe to ruthe
Dil tute to tute mera
Yaar kabhi na ruthe
Chamke dhoop judai ki to
Jal jaaye ghul bute
Dil tute to tute mera
Yaar kabhi na ruthe
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Ho gaya ho gaya
Pyar tumse ho gaya
Ho gaya ho gaya...
Posted by : {Anamika Tyagi}
Chamke Dhoop Judai Ki Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: chamke dhoop judai ki MP3 songs, chamke dhoop judai ki lyrics, related albums and music archive results.


