Chand Jahan Woh MP3 Song
Listen to Chand Jahan Woh from Sharada 1957. Use the player below to listen online or the available download link.
| Song | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| Chand Jahan Woh Category / Artist: Asha Bhosle | Save As |
Chand Jahan Woh Song Lyrics
Song Lyrics Title : Chand Jahan Woh
Song Lyrics Movie : Sharada (1957)
Singer(s): Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Music Director(s): C Ramchandra
mp3 songs
o chaand jahaan woh jaayein - (2)
tu bhi saath chale jaana
kaise kahaan hai woh, har raat khabar laana
o chaand jahaan woh jaayein, o chaand
o raah agar bhule aa aa aa...
o raah agar bhule tu raah dikha dena
pardes mein raahi ko manjil ka pata dena
hai pehala safar unaka, aur ?? hai anjaana
har raat khabar laana
o chaand jahaan woh jaayein, o chaand
kehana mere honto par aa aa aa....
kehana mere honto par rukati huyi aahein hai
ya raasta unaka hai -2 ya meri nigaahein hai
betaab mohabbat ka betaab hai afsaana
o chaand jahaan woh jaayein, o chaand
ai chaand kasam meri, kuchh aur na tu kehana - (2)
kehana ke mera tum bin, mushkil hai yahaan rehana - (2)
ik dard ke maare ko, achchha nahi tadpaana
har raat khabar laana
o chaand jahaan woh jaayein -2, o chaand