chham chham rahe dono MP3 Song
About chham chham rahe dono MP3 Song
chham chham rahe dono is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ chham chham rahe donoCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Chham chham rahe dono Category / Artist: Asha Bhosle | ↧ Save As |
Chham chham rahe dono Song Lyrics
Movie/Album Name: NEELAMPARI
Singer(s) : GEETA DUTT, ASHA BHOSLE, CHORUS
Lyrics:
chham chham chham -6
chham chham chham chham
rahein donon saath haradam
na ho kisi baat ka gam
chhi.de aisa raag, lage man mein aag, gaayein dil ke saaj saragam
rahein donon saath haradam
ham aur tum tum aur ham - 2
chham chham chham - 4
jis din se bichhad gaye ham
muhe roj-roj ka gam
aur tum kahaan, aur ham kahaan, mujhe yahi soch haradam
jis din se bichhad gaye ham
ham aur tum tum aur ham - 2
chham chham chham - 4
ye bahaar phir nahin chhaayengi
o nahin chhaayengi
ye nashili raat nahin aayengi
o nahin aayengi
ye jawaaniyaan bhi tal jaayengi
o tal jaayengi
ho tal jaayengi
to bas aat raat, karein dil ki baat, zara hans le ga le baalam
rahein donon saath haradam
ham aur tum tum aur ham - 2
chham chham chham - 4
mere saiyaan mil kahi kho gaye, ab kya karun
kisi aur hi ke wo to ho gaye, ab kya karun
mere bhaag jaag kar so gaye, ab kya karun
haay kya karun
meri suni rain, nahi aaye chain, mere barase nain chhamachham
jis din se bichhad gaye ham
ham aur tum tum aur ham - 2
chham chham chham -8
Posted by : Ravi Sahu
Chham chham rahe dono Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: chham chham rahe dono MP3 songs, chham chham rahe dono lyrics, related albums and music archive results.


