logo
Dard apnata hai MP3 SONG

Dard apnata hai MP3 Song

Listen to Dard apnata hai from Silsilay 1998. Use the player below to listen online or the available download link.



Mp3 Song Download
SongDownloadPlay & Listen
Dard apnata hai Category / Artist: JAGJIT SINGH Save As

Dard apnata hai Song Lyrics

Song Lyrics Title = Dard apnata hai
Song Lyrics Movie = Silsilay 1998
Singers = Jagjit Singh
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Composer = Jagjit Singh
Music Label = HMV Music

 Mp3 Song Lyrics

((Dard apnaata hai paraaye kaun
Dard apnaata hai paraaye kaun
Kaun sunta hai aur sunaaye kaun
Dard apnaata hai paraaye kaun

Kaun dohraaye puraani baten
Kaun dohraaye puraani baten
Gham abhi soya hai jagaaye kaun
Gham abhi soya hai jagaaye kaun
Gham abhi soya hai jagaaye kaun

Wo jo apne hain, kya wo apne hain
Wo jo apne hain, kya wo apne hain
Kaun dukh jhele, aazmaayen kaun
Kaun dukh jhele, aazmaayen kaun
Kaun dukh jhele, aazmaayen kaun

Ab sukoon hai to bhoolne mein hai
Ab sukoon hai to bhoolne mein hai
Lekin us shaksh ko bhulaaye kaun
Lekin us shaksh ko bhulaaye kaun
Lekin us shaksh ko bhulaaye kaun

Aaj fir dil hai kuch udaas-udaas
Aaj fir dil hai kuch udaas-udaas
Dekhiye aaj yaad aaye kaun
Dekhiye aaj yaad aaye kaun
Dekhiye aaj yaad aaye kaun.))

 
 
Posted by : {Akanksha shukla}

Dard apnata hai Video Song

Video is not currently available for this track.

download mp3 song

download mp3 song

Explore: Dard apnata hai, Silsilay 1998 songs, related JAGJIT SINGH music and MP3 tracks.