desh badal hain desh MP3 Song
About desh badal hain desh MP3 Song
desh badal hain desh is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ desh badal hain deshCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Desh Badal Hain Desh Category / Artist: Mohammad Aziz | ↧ Save As |
Desh Badal Hain Desh Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Banjaran 1991
Singer(s): Anuradha Paudwal, Mohd Aziz
Music Director(s): Laxmikant Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi
Lyrics
jhum chaka jhum jhum chaka chaka chaka
desh badlate hain, o desh badlate hain bhesh badlate hain
dil badlate nahi - (3)
ham banjare banjare - (4)
aaja aaja ho aa ja...........
desh badlate hain, bhesh badlate hain - (2)
dil badlate nahi, dil badlate nahi
dil me basanewale marke bhi dil se nikalate nahi
desh badlate hain..........
yeh din jo varsho ke bad aaya - (2)
dekha tumhe toh kuchh yad aaya - (2)
ek kahani badi purani, bhul gayi thi mai divani
ek fasana bada purana, bhul gaya tha mai divana
nam badlate hain, jam badlate nahi, dil badlate nahi
dil me basanewale.............
bite dino ke anjan mukhade - (2)
tum jod lo yeh kanch ke tukde
pavan samay ki ik banjaran bech rahi hai dekho darpan
nain badlate hain, din rain badlate nahi, dil badlate nahi
dil me basanewale.............
milate bichhadate rahate hain sathi, yah sari dooniya hai aati jati
kaisa milna aur bichhadana, pyar naa jane jina marna
janm naa jane kitne mere sab teree galiyo ke phere
rang badlate hain, sang badlate nahi, dil badlate nahi
dil me basane wale
Desh Badal Hain Desh Video Song
Related Albums
Related Songs
Browse this topic: desh badal hain desh MP3 songs, desh badal hain desh lyrics, related albums and music archive results.


