logo

dhoonde dil sadiyo se MP3 Song

dhoonde dil sadiyo se MP3 song cover

About dhoonde dil sadiyo se MP3 Song

Looking for dhoonde dil sadiyo se? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ dhoonde dil sadiyo seCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Dhoonde dil sadiyo se Category / Artist: Hariharan ↧ Save As

Dhoonde dil sadiyo se Song Lyrics

Song Title = Dhoonde dil sadiyo se
Movie/album = Mukhbiir 2008
Category / Artist = Hariharan
Mp3 Song Lyrics
  Song Lyrics : Dhundhe Dil Sadiyon Se Anjaani Raahon Mein
  Song Lyrics Movie or Album: Mukhbir
Singer(s): Hariharan
Music Director(s): Sashi Pritam
Lyricist(s): Iqbal Patni, Mishra P K

Lyrics

kuchh iss tarah se main jeevan saja liya - (2)
har baar ik naya chehara laga liya
takdir ki lakeerein haathon mein ruk gayi
kadmo ki aahaton se manjil thehar gayi
apno ki aarju ko har pal mita diya
har baar ik naya chehara laga liya

dhundhe dil sadiyon se anjaani raahon mein
chaahat ka ik lamha jeevan ki baahon mein
apne rango mein rang de yeh duniya, reh jaayenge yeh nishaan
tere iraade kadmo pe tere aaye jamin aasmaan
dhal gaya hai yeh sama
dhundhe dil sadiyon se anjaani raahon mein - (2)
ho o o roshan hai ummide tere hi raahon mein
leharon ki bechaini rehati hai kinaaron mein
jalate hai parwaane ishq ke charaagon mein
kab tak yu tadpegi apani hi aahon mein

sapno ko aise dil mein chhupaau, khole na woh phir jubaan
chaahe ho jitani lambi yeh raatein, pal bhar ki hai mehmaan
chhut na jaaye haathon se tere, daaman bhare armaan
dhal gaya hai yeh sama

gumnaam hai jindagi, anjaan raaste
chalate hai saath saath sadiyon ke faasale
jine ki aarju ne mukhbir bana diya - (2)
har baar ik naya chehara laga liya
kuchh iss tarah se main jeevan saja liya
har baar ik naya chehara laga liya - (2)
dhundhe dil (dhundhe dil) sadiyon se (sadiyon se)
anjaani (anjaani) raahon mein (raahon mein)
chaahat ka (chaahat ka) ik lamha (ik lamha)
jeevan ki (jeevan ki) baahon mein....
dhundhe dil sadiyon se anjaani baahon mein
chaahat ka ek lamha jeevan ki raahon mein
dhundhe dil sadiyon se anjaani raahon mein

Dhoonde dil sadiyo se Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: dhoonde dil sadiyo se MP3 songs, dhoonde dil sadiyo se lyrics, related albums and music archive results.