logo

dil chahe kisi alka MP3 Song

dil chahe kisi alka MP3 song cover

About dil chahe kisi alka MP3 Song

Looking for dil chahe kisi alka? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ dil chahe kisi alkaCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Dil Chahe Kisi ALKA Category / Artist: Alka Yagnik ↧ Save As

Dil Chahe Kisi ALKA Song Lyrics

Song Title = Dil Chahe Kisi ALKA
Movie/album = Deewana Mastana 1997
Category / Artist = Alka Yagnik
Mp3 Song Lyrics
Songlyrics Title : Dil Chaahe Kisi Se
Songlyrics Movie/Album Name: DEEWANA MASTANA
Singer: ALKA YAGNIK

 Lyrics Dil chaahe kisise pyaar karoon
Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin
Dil chaahe kisi sang bhaag chaloon
Dil chaahe kisi sang bhaag chaloon
Phir sochoon main naadaan to nahin
Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin

Kore kaagaz pe haan likh doon
Main uske naam ye jaan likh doon
Kore kaagaz pe haan likh doon
Main uske naam ye jaan likh doon
Jo bole yaar jahaan likh doon
Dil chaahe ye dil ka sauda karoon
Dil chaahe ye dil ka sauda karoon
Phir sochoon kuchh nuksaan to nahin

Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin

Chunari main zara si
Chunari main zara si sarka doon
Us zulmi ka
Us zulmi ka dil dhadka doon
Faansi pe usay main latka doon
Dil chaahe kisi ki jaan le loon
Dil chaahe kisi ki jaan le loon
Phir sochoon vo meri jaan to nahin

Dil chaahe kisise pyaar karoon
Phir sochoon vo beimaan to nahin
Dil chaahe kisi sang bhaag chaloon
Phir sochoon main naadaan to nahin
Vo beimaan to nahin
Main naadaan to nahin .

Dil Chahe Kisi ALKA Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: dil chahe kisi alka MP3 songs, dil chahe kisi alka lyrics, related albums and music archive results.