logo

dil dhadakta hai male MP3 Song

dil dhadakta hai male MP3 song cover

About dil dhadakta hai male MP3 Song

This archive page brings together results connected with dil dhadakta hai male, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.

This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ dil dhadakta hai maleCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Dil Dhadakta Hai Male Category / Artist: Kunal Ganjawala ↧ Save As

Dil Dhadakta Hai Male Song Lyrics

Song Title = Dil Dhadakta Hai Male
Movie/album = Fear 2007
Category / Artist = Kunal Ganjawala
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title = Dil Dhadakta Hai - Male
Song Lyrics Movie = Fear (2007)
Singers = Kunal Ganjawala
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Himesh Reshammiya
Director = Vikram Bhatt
Music Label = UTV Motion Pictures
Starring = Alisha, Alisha Baig, Jennifer Butler, Ameet Gaurr, Avtar Gill,
Vishwaas Paandya, Aditya Ralkar, Kishori Shahane

mp3 songs

Ishq ishq ishq ishq

Ishq ishq ishq ishq
Dil dhadkaata hai hosh udaata hai
Ishq ishq ishq ishq
Dil dhadkaata hai hosh udaata hai
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq....

Khayaalon mein bechainiyaan jazbaat mein ek tofaan hai
Tere bina abb ek pal jeena nahi abb aasaan hai
Khayaalon mein bechainiyaan jazbaat mein ek tofaan hai
Tere bina abb ek pal jeena nahi abb aasaan hai
Saanson ki saanson ki hulchal ko jeene de jeene de iss pal ko
Aise na aise na tadpao seene se seene se lag jaao
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq

Dil dhadkaata hai
Hosh udaata hai
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq...

Jaane kahaan le jaayegi
Mujhko meri yeh deewaanagi
Ek pal sukuun lene na de
Dil ko mere yeh dil ki lagi
Jaane kahaan le jaayegi
Mujhko meri yeh deewaanagi
Ek pal sukuun lene na de
Dil ko mere yeh dil ki lagi
Chhede hai chhede hai tanhaayi
Bechaini bechaini si hai chhayi
Jahaan bhi jahaan bhi yeh nazar
Tera hi tera hi manjar hai

Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq
Dil dhadkaata hai
Hosh udaata hai
Ishq bhi kya cheez hai jaane jaana
Ishq ishq ishq ishq....

Posted by : {Anamika Tyagi}

Dil Dhadakta Hai Male Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: dil dhadakta hai male MP3 songs, dil dhadakta hai male lyrics, related albums and music archive results.