dil ke aasaman pe MP3 Song
About dil ke aasaman pe MP3 Song
dil ke aasaman pe is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
This page is generated from the MP3Medley catalogue. Track information, lyrics and artwork are shown only when those details are available for the matching archive record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ dil ke aasaman peCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Dil Ke Aasaman Pe Category / Artist: Amit Kumar | ↧ Save As |
Dil Ke Aasaman Pe Song Lyrics
Song Lyrics Movie : Romance (1983)
Singer:Asha Bhosle, Manna Dey, Chandrashekhar Gadgil, Amit Kumar
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:R D Burman
Film Director:Ramanand Sagar
Film Producer:Ramanand Sagar
mp3 songs
dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
dil ke aasman pe gam ki ghata chhayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
aa gaya phulo ke khilne ka mosam
duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
aa gaya phulo ke khilne ka mosam
duniya ke aashiqo ke milne ka mosam
apne nasibo me hai kyu ye judayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
log kahe to mai ye jan gawa du
kaise labo se tera naam mita du
log kahe to mai ye jan gawa du
kaise labo se tera naam mita du
mujhse na hogi kabhi ye bewafayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
mot ke kadmo pe hum ghir padenge
hum do akele kis kis se ladenge
mot ke kadmo pe hum ghir padenge
hum do akele kis kis se ladenge
pyar ki dushman hai ye sari kudhayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
teri yaad me sari duniya bhulayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
aayi aayi, aayi teri yaad aayi
Posted by: {Anju}
Dil Ke Aasaman Pe Video Song
Related Albums
Browse this topic: dil ke aasaman pe MP3 songs, dil ke aasaman pe lyrics, related albums and music archive results.


