dil se bhula do tum MP3 Song
About dil se bhula do tum MP3 Song
This archive page brings together results connected with dil se bhula do tum, including available track information, listening options and related music from the MP3Medley catalogue.
MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ dil se bhula do tumCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Dil se bhula do tum Category / Artist: Lata Mangeshkar | ↧ Save As |
Dil se bhula do tum Song Lyrics
Movie/Album Name: PATANGA
Singer(s) : LATA MANGESHKAR
Lyrics: dil se bhula do tum hamein,
dil se bhula do tum hamein
hum naa tumhen bhulaaenge,
rooth ke jaanewaale, hum duniya se rooth jaaenge
hum naa tumhen bhulaaenge
dil se bhula do tum hamein
hum naa tumhen bhulaaenge,
rooth ke jaanewaale, hum duniya se rooth jaaenge
hum naa tumhen bhulaaenge
nazaron se kyun gira diya, tum ne kisi gharib ko,....[2]
kaise manaaega koi, roothe hue naseeb ko.....[2]
tum ne diye jo dil ke daagh, kaise unhen chhupaaenge
rooth ke jaanewaale, hum duniya se rooth jaaenge
hum naa tumhen bhulaaenge
dil se bhula do tum hamein
hum naa tumhen bhulaaenge,
rooth ke jaanewaale, hum duniya se rooth jaaenge
hum naa tumhen bhulaaenge
tum ne hamein mita diya, tum se kahen to kya kahen....[2]
maana ke bewafa ho tum, phir bhi na bewafa kahen......[2]
tum ne jo kahana tha kah chuke hum yahi kahate jaayenge
rooth ke jaanewaale, hum duniya se rooth jaaenge
hum naa tumhen bhulaaenge
dil se bhula do tum hamein
hum naa tumhen bhulaaenge,
rooth ke jaanewaale, hum duniya se rooth jaaenge
hum naa tumhen bhulaaenge
POSTED BY;DEVI MANDAL
Dil se bhula do tum Video Song
Browse this topic: dil se bhula do tum MP3 songs, dil se bhula do tum lyrics, related albums and music archive results.

