logo

duniya main koi yaar MP3 Song

duniya main koi yaar MP3 song cover

About duniya main koi yaar MP3 Song

duniya main koi yaar is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ duniya main koi yaarCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Duniya main koi yaar Category / Artist: Lata Mangeshkar ↧ Save As

Duniya main koi yaar Song Lyrics

Song Title = Duniya main koi yaar
Movie/album = Amber 1952
Category / Artist = Lata Mangeshkar
Mp3 Song Lyrics
Title : Duniya Mein Nahin Koi Yaar
Movie/Album Name: AMBER-1952
Singer(s) : LATA MANGESHKAR, RAFI

Lyrics:

lata:
duniyaa mein-2
duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2
yahaan karnaa kisi se pyaar hai bekaar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
dukh-dard ka hai bazaar ye sansaar
zamaana sach kehata hai-2
milana hai yahaan dushwaar dil ko qaraar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
kar gaye who bhi ham se kinaara
jin ko basaaya mann mein
pyaar ki baazi jeet saka hai
koi na is jeevan mein-2
hoti hai yahaan har bar dil ki haar
zamaana sach kehata hai-2

rafi:
kismat ne majboor banaakar
chheen liya sukh ham se
kaaya ki is qaid mein aa kar
koun bachaa hai gham se-2
chalate hai yahaan par vaar, gham ke hazaar
zamaana sach kehata hai-2

lata:
duniyaa mein nahin koi yaar wafaadaar
zamaana sach kehata hai-2

Posted by: Jui Bhattacharya

Duniya main koi yaar Video Song

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: duniya main koi yaar MP3 songs, duniya main koi yaar lyrics, related albums and music archive results.