logo

duniya mein aaye ho MP3 Song

duniya mein aaye ho MP3 song cover

About duniya mein aaye ho MP3 Song

duniya mein aaye ho is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.

MP3Medley is organised as a music archive, so older and newer catalogue entries may appear together. Availability of audio, lyrics, artwork and other details depends on what is stored for each individual record.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ duniya mein aaye hoCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Duniya Mein Aaye Ho Category / Artist: Vinod Rathod ↧ Save As

Duniya Mein Aaye Ho Song Lyrics

Song Title = Duniya Mein Aaye Ho
Movie/album = Parwana 2003
Category / Artist = Vinod Rathod
Mp3 Song Lyrics
Song lyrics title : Duniyaa Mein Aaye Ho
Song lyrics movie : PARWANA
Singer :  VINOD RATHOD

 mp3 song

La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
Arrey Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Varnaa Log Kahenge
Varnaa Log Kahenge
Arrey Khaayaa Piyaa Kuchh Nahin Aur Glass Todaa Baarah Aanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa

Paisaa Jab Tak Paas Hai Aish Karo Tum
Cheque Milaa Taqdeer Kaa Cash Karo Tum
Paisaa Jab Tak Paas Hai Aish Karo Tum
Cheque Milaa Taqdeer Kaa Cash Karo Tum
Jeenaa Unko Aaye Jo Marne Ko Taiyaar Hain
Ggam Ke Mausam Hain Bade Khushiyon Ke Din Chaar Hain
Kal Ki Parvaah Chhod Ke Yaar Mil Ke Mauj Manaanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan Haan
Arrey Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa

Umr-E-Javaani Na Kabhi Aaye Dobaaraa
Pyaar Kisi Dildaar Se Kar Le Tu Yaaraa
Umr-E-Javaani Na Kabhi Aaye Dobaaraa
Pyaar Kisi Dildaar Se Kar Le Tu Yaaraa
Honthon Ki Ranginiyaan Baahon Vaalaa Haar Le
Mauqaa Jo Tujhko Mile Chhup Ke Baazi Maar Le
Panchhi Jo Ud Jaayegaa Baad Mein Hogaa Pachhtaanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Haan
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
He Varnaa Log Kahenge
Varnaa Log Kahenge
Arrey Khaayaa Piyaa Kuchh Nahin Aur Glass Todaa Baarah Aanaa
Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
Ho O O Duniyaa Mein Aaye Ho To Yaaro Kuchh Kar Ke Jaanaa
La La Laa Hey
La La La Laa Moonaa
La La La La La Laa La Laa
La La Laa Haay
La La La Laa Moonaah
La La La La La Laa Hey
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La Laa La La La Laa La La La La La Laa
La La La La La La La La Laa
Ho Ho Ho La La La La La Laa Haan

Duniya Mein Aaye Ho Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: duniya mein aaye ho MP3 songs, duniya mein aaye ho lyrics, related albums and music archive results.