logo

duniya walon ke mukkadar ki MP3 Song

duniya walon ke mukkadar ki MP3 song cover

About duniya walon ke mukkadar ki MP3 Song

Looking for duniya walon ke mukkadar ki? Use this page to review the matching music entry, available playback or download options, lyrics where stored, and nearby results from the archive.

Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.



Mp3 Song Download
Songs Download Play & Listen
◉ duniya walon ke mukkadar kiCategory / Artist: Latest ↧ Save Us
◉ Duniya Walon Ke Mukkadar Ki Category / Artist: XYZ ↧ Save As

Duniya Walon Ke Mukkadar Ki Song Lyrics

Song Title = Duniya Walon Ke Mukkadar Ki
Movie/album = Zindagi Aur Maut 1965
Category / Artist = XYZ
Mp3 Song Lyrics
Song Lyrics Title : Duniya Walon Ke Mukkadar Ki
Song Lyrics Movie : Zindagi Aur Maut (1965)
Singers : Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists : Shakeel Badayuni
Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar
Director : Nisar Ahmad Ansari
Music Label : Saregama

mp3 songs

Khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar
Are khat ka majmu bhap
Leta hu lifafa dekhkar

Har hal dil ka main bata
Deta hu chehra dekhkar

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Ankh wala hu main andar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke muqaddar
Ki khabar rakhta hu

Dekh pyare mere kartab nahi aise waise
Teri pocket me hai chalis rupay
Chalis rupay do paise

Janeman main tere janeman main
Tere ghar war ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Ap maidam hai bahut nek bahut hi sada
Apki umar nahi solah baras

Nahi solah baras se jyada
Apke sath apke sath me

Sohar ki khabar rakhta hu
Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Teri muchho ke ye kate
Jo khiche rahte hai

Inme har waqt sawa no hi
Sawa no hi baje rahte hai

Bina ghadiyal babu baina
Ghadiyal ghadi ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu

Ankh wala hu main andar
Ki khabar rakhta hu

Duniya walon ke mukaddar
Ki khabar rakhta hu.

Posted by : {Anamika Tyagi}

Duniya Walon Ke Mukkadar Ki Video Song

Video is not currently available for this track.

Search/Lyrics Page AdvertisementSearch/Lyrics Page Advertisement

Browse this topic: duniya walon ke mukkadar ki MP3 songs, duniya walon ke mukkadar ki lyrics, related albums and music archive results.