ek baar tujhko dekha MP3 Song
About ek baar tujhko dekha MP3 Song
ek baar tujhko dekha is listed here as part of the MP3Medley music archive. The sections below help you move from the matching track to lyrics, album links and other related songs without starting a new search.
Archive records can contain different levels of detail. Where MP3Medley has stored lyrics, artwork or audio information for a matching entry, those details are displayed in the relevant section of the page.

| Songs | Download | Play & Listen |
|---|---|---|
| ◉ ek baar tujhko dekhaCategory / Artist: Latest | ↧ Save Us | |
| ◉ Ek Baar Tujhko Dekha Category / Artist: Sonu Nigam | ↧ Save As |
Ek Baar Tujhko Dekha Song Lyrics
Song Lyrics Movie or Album: Deewana (1999)- Sonu Nigam
Singer(s): Sonu Nigam
Music Director(s): Sajid-Wajid
Lyricist(s): Faaiz Anwaar
Lyrics
teraa khayal mere dil se ja nahee sakta, tamam umar me tujhko
bhula nahee sakta, bhula nahee sakta aaja
ek bar tujhko dekha, phir dekhu yeh dil kahe
hmm ek bar tujhko dekha, phir dekhu yeh dil kahe
abb me jaha bhee jau teree justju rahe
divana kiya hain teree yado ne
too aake jara dekh ley aaja divana (divana)
kiya hain teree yado ne (yado ne)
too aake jara dekh ley (dekh ley) aaja (aaja)
meraa tasavur meree divangee too hee toh hain
kash tujhe khabar hotee
yeh jindagee tujh bin har lamha mujhe tadpatee hain
mai kya karu, jindagee se bhag kar kaha jau
teraa pata bhee toh nahee
ashao kaa banke darpan tune badla meraa jivan
anjane me jod dee maine tujhse apne dil kee dhadkan
aayee hain yad phir too phir hosh kho gaya
phir dil machal machal key betab ho gaya
hooo divana kiya hain teree yado ne
too aake jara dekh ley, aaja divana (divana)
kiya hain teree yado ne (yado ne)
too aake jara dekh ley (dekh ley) aaja (aaja)
abb tak maine khwab jo dekhe, un khwabo kee chahat hain too
lagta hain kyo aaisa mujhko, dil kee pehlee hasrat hain too
yeh meree bekararee yeh meree bekhudee
has has key roj mujhse kartee hain dillagee
ho o o divana kiya hain teree yado ne, too aake jara dekh ley, aaja
ho o divana (divana)
kiya hain teree yado ne (yado ne)
too aake jara dekh ley (dekh ley) aaja (aaja)
ek bar tujhko dekha, phir dekhu yeh dil kahe
abb me jaha bhee jau teree justju rahe divana (divana)
kiya hain teree yado ne (yado ne)
too aake jara dekh ley (dekh ley) aaja (aaja)
divana (divana)
kiya hain teree yado ne (yado ne)
too aake jara dekh ley (dekh ley) aaja (aaja)
Ek Baar Tujhko Dekha Video Song
Browse this topic: ek baar tujhko dekha MP3 songs, ek baar tujhko dekha lyrics, related albums and music archive results.


